Hello dosto aaj ke iss article mein hm baat karne wale hai ! zerodha pi software ke bare mein ki zerodha pi sowftware download kaise kare ! to dosto ye apke sabhi windows mein kaam karega aur apke system mein bhi iske liye ! apke system ki na to jyada ram honi chaiye aur kaisi bhi window ho ! uss se koi mtlab nhi hota hai
To dosto agar aap zerodha ke customer ho to ! wo apko free software dete hai jaise ki aur sabhi trading company deti hai wase hi ! zerodha ka software hai jiska naam to apko pta hi hai zerodha pi to iss software ke ! sath aap aasani ke sath trading kar sakte hai phone se bahut aasan aur bahut jaldi ! aap order book kar sakte hai jo ki phone mein nhi hota hai
Ab hm aate hai apni main baat mein ki zerodha pi software ko download kaise kare
Zerodha Pi Software Ko Download Kaise Kare
Sabse phele apko apne pc ya laptop ke kisi bhi browser ! ko open karna hai aur wha par apko likhna hai zerodha support portal iss par click karoge ! to aap whi par siddha redirect bhi ho sakte ho ye likhne ke baad apke samne kuch ! result show hoge jo ki hoge iss parkar
Isko open karna hai aur apke smane kuch esi window show hogi ! jo ki aap niche screenshot mein dekh sakte hai
Yaha apko serch karne ko bolega to apko yaha likhna hai ! zerodha pi itna likhte hi apke samne likha aaye ga Where can I download Pi? To apko uss par click karna hai
Iss par apko click karna hai fhir apke samne ek ! new window open hogi jisme kuch iss parkar likha hoga aur wha par click here likha hoga ! to here par apko click karna hai jaise hi aap uss par click karoge to apke pc ya laptop ! mein zip file download hona start ho jayega yaha se bhi aap uss zip file ko download kar sakte hai
Download Zerodha Pi SoftwareFhir apko extract kar lena hai aur ek setup apke samne extract ho jayega ! aur fhir uss par click karoge to apke samne wo software install hona start ho jayega
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki ! apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! zerodha pi software download kaise kare aur apne dosto ke sath jarur share kar ! aur iss ke upar detail mein jan na chahte ho ki ye kaam kaise karta hai to aap comment section mein bta sakte hai ! hm uske upar article likh dege aur kuch problem aaye to comment section mein bta sakte hai aur hm apko milege ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat