Magazine

WordPress Website Ko Secure Kaise Rakhe

Posted on the 30 November 2020 by Technoharyana

Website ko secure kaise rakhe ye ek bahut ! important factor hai kyu ki apki website secure nhi hogi to apki site ko hack karne ! ka risk bahut jyada hota hai aaj ek ese rule ke bare mein btauga ki har koi apke ! login page ko open nhi kar payega agar usko password ya username pata bhi hoge to ! bhi to jan ne ke liye tyar hai to chaliye aaj ka article start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap ! sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha ! par hm blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna ! chahte to hmare telegram channel ko join kare

To dosto jo aaj tarika btane ja rha hu uss se har koi ! apke login panel ko open nhi kar payge jis se wo apki site ko access nhi kar payega ! chaye usko apki site ka password pta ho ya nhi ho kyu ki iss se apka ! login panel change ho jayega agar aap iske bare mein jante ho to comment section ! mein jrur btaye aur nhi jante to reading continue rakhe

Ye aap manually bhi kar sakte hai aur plugin ke ! through bhi kar sakte hai ye apke upar depend karta hai lekin mai apko yhi suggest ! karuga ki aap plugin se karo manually kya problem hogi wo bhi mai btauga ye ! apke blog ki security ke liye wordpress login url change kar dega agar kisi hacker ! ko pta lag jata hai apka login page ka url to wo aasani se apke username aur ! password ka pta lga sakta hai agar use apke login url ka hi nhi pta hoga to wo ye ! kaam nhi kar payega

WordPress Login Url Change Karna Jaruri Kyo Hai

Agar aap bye default whi url rakhte ho aur change karte ho to uske ye points hai

  1. Kisi ko ye pta nhi chalega ki app apni site ko wordpress se access kar rhe ho
  2. Iss se apka koi bhi login panel open kar sakta hai
  3. Apne wordpress site ko brute force attacks se bachne ke liye url change karna jruri hai
  4. Hacker agar apki site par baar baar attack karega to apki hosting par aasar hoga
  5. Jis se bandwidth waste hoti hai

WordPress Login Url Change Kaise Kare

Isme do tarike hote hai ek to aap manually kar ! sakte hai aur ek hota hai plugin ke through inn dono tariko se aap wordpress ! login url change kar sakte ho mane apko upar bhi yhi suggest kiya hai ki plugin ka use kare

WordPress Par Login Page Url Ko Manually Change Kyo Nhi Karna Chaiye

Agar aap bina plugin ke url ko change karte ! ho to uske liye apko bahut lamba process karna hoga ki apko apne hosting ke ! cpannel mein jana hoga wha par file manager mein login php file mein jakar change ! karna hoga agar aap se kuch bhi galti hoti hai to aap jab login karoge to ! wha par error show hoga

Jab kabhi bhi wordpress ka update aayega ! to fhir apko yhi kaam dubara karna padega aur agar yhi kaam aap plugin ki ! madat se karte ho to apko kuch nhi karna hoga wo plugin ! automatic saare kaam kar dega

Plugin Se Url Change Kaise Kare

WordPress login url change karne ke liye sab se ! phele apko ek plugin hai usko install karna hoga jiska naam hai WPS Hide Login ye ! sab se best plugin hai url change karne ke liye naa iss se apki site par time ! increase hoga kyu ki ye bahut lightweight hai

wordpress website ko secure kaise rakhe

Ye kya kaam karta hai ki apke url ko hide kar ! deta hai apki hosting mein kuch change nhi karta hai ab aap bolo ge ki bhai apne ! upar kuch aur bola ki plugin automatic sab kuch change kar deta hai to dosto ! wo aur plugin hote hai jo change karte hai ye change nhi karta hai hide kar deta hai

Lekin ek baat dhyan rakhna ki jab bhi aap ye kaam ! karo to apne wordpress ka backup tyar kar lena ki koi problem aaye to baad ! mein aap apna data restore kar pao to chaliye ab apko btate hai iss se ! url change kaise karna hai

WPS Hide Login Plugin Se Url Change Kaise Kare

  1. Sabse phele apko kya karna hai dashboard ko open karna hai
  2. Plugin par jana hai aur add new par click karna hai
  3. Wha par apko iska naam dalna hai WPS Hide Login Plugin
  4. Install karne ke baad
  5. Apko setting mein jana hai
  6. Wha par apko WPS Hide Login milega uss par click karna hai
  7. Login Url ko change karne ke baad save changes par click kar dena hai

Aur jha par login word hai usko replace karke apko ! kuch apna unique word dalna hai ki login ho jaye aur apko yaad bhi rhe sirf login ko ! replace karke wha wo word add karna hai ese karke ! aap apni wordpress website ko secure rakhe sakte hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed ! karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki kis tarhe ! se aap apni wordpress website ko secure kaise rakhe apne dosto ke sath share ! jrur kare iss important article ko kyu ki ye har ek ke liye jruri hai to milte hai next ! topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog