Hello dosto aaj hm apko btayege ki apke wordpress website ka password kaise change kare to ! iska bahut sa simple tarika hota hai dosto jiski madat se aap wordpress ka password change kar skate hai ! kuch hi minto mein to chaliye aaj ka article start karte hai apka time waste na karte hue
To dosto bahut baar kya hota hai ki ! apko apne wordpress site ka password yaad nhi rheta hai lekin apke phone wordpress dashboard open ! hai lekin ab apko yaad nhi hai password to usme kya karna hai ki wase bhi aap change kar sakte hai ! agar apko yaad bhi hai to bhi to uske liye apko purana password yaad ho ya nhi uss se ! koi mtlab nhi hota hai old password ke beger bhi aap ! wordpress site ka password change kar sakte hai
WordPress Site Ka Password Change Kaise Karte Hai
To uske liye dosto kuch step karne hai to chaliye ! start karte hai to sabse phele apko kya karna hai ki dosto aap apne ! wordpress site ke dashboard ko open kar lena hai pc ya laptop pe ya phone mein to ! apko left side mein kuch option hote hai usme apko user ka option hota hai uss par click karna hai
Iss par click karna hai aur apki puri profile open ! ho jayegi aur yaha apka ek box hota hai jisme se aap password change kar sakte ! hai to apko scroll down karna hai wha apko account management ka option show hoga
wordpress set new passwordTo yaha apko show ho rha hoga set new password ! iss par click karna hai aur aap new password set kar sakte hai to ese karke aap apni ! wordpress website ka password change kar sakte hai
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki ! apko hamara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! wordpress website ka password change kaise kare apne dosto ke sath share kare aur ! kuch problem ho to aap hamne comment section mein puch sakte hai to milte hai ! ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat