Hello dosto aaj m apko btauga ki aap wordpress par blog kaise bna sakte hai 2021 mein ! to chaliye wase dosto aaj ke time mein blogging carrier bahut teji se aage bad rha! hai agar aap ek din bhi late ho jate ho ya ye soch ke ruke hue ho ki mere ko to! topic hi nhi mil rha kaise start kare ye chij apko smjh nhi aa rhi hai wordpress par blog kaise banaye 2021! mein pura detail aaj btaye ge ki iske liye apko kis chij ki jrurt hogi
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur hmare blog paar swagat kartaa hu yadhii aap pheli baar aaye hai ! to main bta du ki yahaa par hmm blogging se judi jankari share karte rhete hai ! agar aap unhe miss nhi karna chahte to jake telegram channel ko join kare ! yadhi apko hmare post regular read karne hai to chaliye aaj ka topic start karte hai
Dosto agar aap blogging ke baare mein kuch bhi nhhii jante hai to aur blogging field mein aana chahte hai ! to ek baar aap blogger par apna blog bnao isme apko thode paise invest karne padege ! isme aap free mein blogging nhi kar sakte hai
Free mein blog kaise banaye puri jankari
WordPress par blog kaise banaye
Isme dosto blog banane se phele 2chijje apko buy karni padegi ek to domain aur dusri hosting ki jrurt padegi ! to isme apko sab se phele domain kharidne ki jrurt padegi aur dusra step hoga ! apko hosting kharidni padegi to chaliye ab apko btate hai ki kaise ! domain kharidna hota hai
Godaddy Se Domain Kaise Kharide
Dosto wase to ye step sabhi me follow hote hai aap kisi bhi site se domain kharid lo to apko ! sab se phele kya karna apne blog ka naam sochna hoga aur fhir domain kharidna ! padega to chaliye ab apko steps ke according smjhate hai ki kaise aap domain ! purchase kar sakte ho
- Godaddy ki site pe jana hai sab se phele
- Jo apne blog ka naam socha hai
- Usko search kijiye ya fhir aap uss blog ke liye jo domain lena hai
- Search karna hai ki wo doamin available hai ya nhi
- Fhir apke samne list aa jayegi
- Jitna apka budget hai uske according aap usko cart kar di jiye
- Iske baad apko account create karne ka bolega
- Account create kar lena hai aur apni gmail ko verify kar lena hai
- Fhir apne cart ke option pe jana hai aur usko check karna hai
- Kuch options aaye ge security se related unn sabhi ko apko no thanks par click kar dena hai
- Uske baad apko kuch aapni personal data fill karana hai uske baad apko kuch nhi karna hai complete kar ke next par click karna hai
- Fhir apko payment method select karna hai
- Aur apko aapni transaction complete kar leni hai
- Fhir apke pass mail aaye ga apke domain purchase ka
Ese karke aap domain purchase kar lena hai ye steps har ek domain site ke undar hoti hai chiaye ! aap kisi bhi site par jake domain le lena to ye tha wordpress par blog kaise banaye ka ! step first jisme apko apne blog ke liye domain kharidna hota hai aur dusra step hota hai ! hosting aur fhir uss hosting ko domain ke sath kaise connect karte hai
Hosting Kaise Kharide
Apko agar nhi pta hai ki hosting kya hai aur starting mein apko kaise hosting leni hai aur kitne parkar ki hosting hoti hai ! to ye article read kar sakte hai
Hosting Full detail in hindi
Dosto apko kya karna hai iske liye isme ! bhi kuch steps hai jinko aap follow karke hosting kharid sakte hai
- Sabse phele apko apni ek hosting site pe jana hai achi ho
- Fhir wha par jake apko apna plain choose karna hai ki apko kaisi chaiye hai
- Plain choose karna hai konsi hosting leni hai apko
- Fhir aap usko confirm karo
- Yaha par bhi apko account create karne ko bolega to account create kar lena hai
- Fhir apke pass ek option aayege ki apke pass domain hai ya nhi to apne domain kharid liya hai to usme apko wo add kar dena hai
- Gmail ke upar confirm link aaye ga
- Apko apna mail verify kar lena hai
- Fhir itna karne ke baad apko apna time plain choose karna hai
- Apko ye dekhna hai ki kitne time ka plain choose karna hai
- 1month aur 3month 6month 12months ye time plain apko milege
- Isme se apko choose kar lena hai
- Fhir apke pass paymenth method aaye ga
- Aur fhir apko apni personal detail fill karni hai
- Fhir jis payment method lena chahte ho uss se pay kar sakte ho
- Itna karne ke baad app hosting kharid sakte ho
Inn steps ki madat se aap hosting purchase kar sakte ho ab apko btate hai ki domain aur hosting! dono ko kaise connect karege
Hosting Aur Domain Ko Kaise Connect Kare
Sabse phele apko kya karna hai to chaliye ! unko bhi steps ke jariye smjhte hai taki app bor na howo
- Apne mail box mein jana hai
- Hosting walo ka mail aaye ga usme apko name server milege unko apne notepad mein copy kar lena hai
- Ye name server apko apne domain purchase kiya hai whi apko add karne hai
To chaliye ab apko btate hai ki kaise aap nameserver change kar sakte ho
Nameserver Kaise Update Kare
Isme apko kya karna hai apne domain purchase kiya hai uss website par jana hai jaise ki godaddy, bigrock, hostinger ! in site par jana hai jaha se bhi apne domain purchase kiya hai fhir apko apne! my product ya apne domain par click karna hai wha apko manage dns ka option aaye! ga to wha se apko nameserver ka box milega uss par change karne ka option aaye ga! to apko kuch nhi karna hai jo nameserver apne apne notepad mein copy kiye the unko! yaha par ek ek karke update kar lena hai ese karke aap! nameserver update kar sakte hai
Ye apke tabhi update nhi hoge kuch time lege
Nameserver update karne ke baad apko apne hosting ke undar wordpress install karna hai! aur kuch starting ke option bta du ki jo main hai jisko apko select karna hai sabse! phele https ka option aaye ga to usme apko https://www. Select kar lena hai aur directory! mein apko kuch nhi dalna hai aur niche apko admin me apne wordpress site ka! user name dalna hai aur password dalna hoga itna karne ke baad apko! install par click karna hai
Fhir apko kuch time wait karna hoga nameserver update hone tak ka fhir apko apne wordpress ki site par! login hona hai jo apne username aur password dala hai usko yaad rakhna hai! ussi se aap login howo ge
Nameserver update hone ke baad apko apne wordpress! ke wp admin pannel me aake aap apne blog ko manage kar paoge
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai apko hmara article pasand aaya hoga agar apko kuch problem! ho to comment section mein! puch sakte hai aur kaisa lga apko hmara article ye chij bhi btaye apne! comment ke undar aaj hamne apko btaya ki wordpress par blog kaise banaye 2021! mein aur ek jruri baat apne dosto ke sath share karna na bhule kya pta unko bhi! website bnani ho to milte hai! next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat