Hello dosto aaj ke hmm iss article mein janege ki ! aap kis tarhe se wordpress mein copy paste kaise disable kare ki koi bhi apke content ko copy na kar paye ! to ye aaj ka topic hai hamara wase to ye bahut chota sa aur common topic hai lekin ! ye bhi khi na khi apki website ke liye jaruri hai to chaliye aaj ka article start karte hai ! apka time waste na karte hue
Dosto jab apki site ya blog acha chal padta hai to bahut se ! blogger kya karte hai ki apke content ko chorri karne lag jate hai to uss se bache ne ! ke liye hme text selection ko disable karna hota hai jis se apke content ko copy ! na kar sake to uske liye kya karna hai wo mai ab kuch steps btauga jisko apko follow ! karne hai to chaliye wo steps apko btate hai
WordPress Mein Copy Paste Kaise Disable Kare
Iske liye apko ek plugin ko install karne ki jarurt padti hai ! jiska naam hai WP Content Copy Protection & No Right Click to ye kya kaam karta hai ki ! koi bhi apki site par kuch bhi copy nhi kar payega aur na hi right click kar payega ! to sabse phele apko ye plugin install karna hai
Plugin ke option par click karna hai jo ki apke wordpress ke dashboard ! mein left side mein show hoga waha plugin ka option aayega jaise hi aap uss par click ! karoge to apko wha add new plugin ka option show hoga uss par click karna hai
WordPress Website Ko Secure Kaise Kare
Fhir waha par apko search karne ko bolega to apko search tab mein ! ye naam dalna hai WP Content Copy Protection fhir wo apne aap aa jayega uska logo ! wagera kya hai wo dekh lijiye khi aap glat wala install na karle niche screenshot mein ! dekh sakte ho
To ye apko install karna hai aur jab aap ye install kar lete ho ! to ye apne aap kaam karna suru kar dega activate kar lena hai jaise hi aap install karte hai ! aur activate karte hi ye automatic kaam suru kar dega aur apko koi iski setting change karni ! hai to apko left side mein ye plugin add ho jayega uss par click karoge to apko wha ! main setting ka page open ho jayega aur ! jo bhi apko setting change karni hai wo kar sakte hai
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki apko ! hamara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki wordpress mein copy paste kaise disable kare ! kuch puchna ho iss se related ya kuch problem aati hai to aap comment section mein puch sakte hai ! aur apne dosto ke sath share jarur kare aur hm apko milte hai ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat