Magazine

Window Mein Auto Update Disable Kaise Kare

Posted on the 19 January 2021 by Technoharyana

Hello dosto aaj ke iss article mein apko btayege ki ! window mein auto update disable kaise kare wase to hmari window update hoti rhe to ! achi baat hai ki usme aur feature add hote rhe lekin wo automatic na ho to uske liye ! apko kya karna hoga yhi aaj ka topic hai hmara

Lekin ye automatic par hona shi nhi hai kyu ki bahut se update ! mein bugs hote hai jo apke system ke liye shi nhi hai aur installation ke liye apko ! apne computer ya laptop ko apne system ko restart karna padta hai to ab aage jo ! step btauga unko follow karna hai window mein auto update off kaise kare ye janege inn steps se

Window Mein Auto Update Disable Kaise Kare Permanently

to dosto mein apko ek hi tarika btauga jiski madat se ! aap permanently off kar sakte hai window update ko to sabse phele apko kya karna hoga ! apni window ki service setting ko access karne ke liye apko keyboard par window ka button hoga usko press karke R dabana hai ! sath mein window+R aur services.msc type karna hai aur okk par click kare

window mein auto update disable kaise kare

Fhir apke samne kuch esa tab open ho jayega

window mein auto update disable kaise kare

Isme apko general setting mein jane ke liye ! window update par double click karna hai jaise hi aap uss par double click karoge to ! apke samne kuch esi window open hogi

window mein auto update disable kaise kare

Yaha par apko startup type ka option show hoga upar ! screenshot mein dekh bhi sakte hai iske samne manual likha hoga to apko uss par ! click karna hai aur wha apko disable choose karna hai aur jaise hi aap disable choose kar lete ho ! ok par click karna hai ab apki window mein auto disable off ho jayegi

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki ! apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya hai ki ! window mein auto update disable kaise kare to apne dosto ke sath bhi share ! iss tarike ko iss information ko aur kuch problem aaye to aap hamne comment section ! mein bta sakte hai aur apko milege ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog