Hello dosto aaj hm apne iss article mein janege ki apne whatsapp account ko delete kaise karte hai bahut baar kya hota hai ki whatsapp chalte time apko preshani aane lagti hai to aap chahte ho ki mai ye account delete kar du whi aaj apko hm btayege ki kaise kare apne account ko delete
To dosto uss se phele mai apko kuch bta du ki jab aap whatsapp account delete kar dete ho to apki piche ki saari chating delete ho jayegi apki saari personal information delete ho jayegi to ab jan lete hai ki kaise apne whatsapp account ko delete kaise kare
Whatsapp Account Delete Kaise Kare
Step-1
Sabse phele apko apne whatsapp account ko open karna hai to apke samne chating aa jayegi jis jis se baat ki hai to apko wha par upaar right hand ki traf dot ka option show hoga jo ki iss parkar hai
Iss par click karna hai fir apko setting ka option show hoga uss par click karna hai to apke samne setting page open ho jayega fhir apke samne kuch option show hoge
Jisme se apko account option par click karna hoga joki sabse uppar hi uppar milega fhir apko wha sabse niche ki traf delete my account ka option hoga jiss par click karna hai fhir wha par apko change number karne ko bolega to wha apko apna koi dusra number daal dena hai aur delete my account par click karna hai to ese karke aap apne whatsapp account ko hamseha ke liye delete kar sakte hai
Conclusion
to dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki whatsapp account ko delete kaise kare aur kuch bhi tech se judi jankari jan na chahte ho to comment section mein puch sakte ho
aur apne dosto ke sath share jarur kare iss article ko agar apko acha lga ho to hm apko milte hai ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat