Magazine

Website Ko Google Mein Submit Kaise Kare

Posted on the 11 December 2020 by Technoharyana

Website google mein submit kaise kare ye ! aaj hm iss article mein jange ki kya apko jarurt hai google search engine mein apni ! site ko add karna kaise karna hai wordpress mein aur blogger mein kaise submit ! karna hai to puri detail mein janege to dhyan se padhiye hamre article ko to chaliye ! start karte hai

jab bhi hm blog ya website bnate hai to sochte hai ! google se bande aaye ge tabhi apki site ki performance grow hogi to wo tabhi hogi ! jab apki site google search engine mein submit hogi warna apki site ya blog par ! google se visitors nhi aayega iske liye apki site google mein add hona bahut jaruri ! hai apne dekha hoga ki bahut si site par google se lakho mein traffic aata hai to wo ! tabhi aata hai jab apki site google search engine mein add hogi to chaliye ! aaj ka article start karte hai

Kya Apko Apni Website Ko Google Search Engine Mein Add Karne Ki Jarurat Hai

Wase to iski koi jarurt nhi hoti agar apko google search engine se ! traffic lana chahte ho to apke blog ya website ka google search engine mein add hona ! bahut jaruri hai kyu ki apki website ko search karna bahut aasan ho jayega to ye ! apke liye jaruri hai

Aur agar aap free mein apne blog aur website ko grow ! karwana chahte ho to organic traffic apke liye free hai to wo tabhi apko milega ! to uske liye phele apki site ya blog submit hona bahut jaruri hai isme submit karne ! ke liye apko kisi bhi tarhe ka fees ya paise dene ki jarurt nhi hai ! google search engine ke ek tool ki madat se aap ye kar sakte hai to phele btaye ki ! blogger mein kaise add karna hai fhir aayegi wordpress ki bari

Blogger Ko Google Mein Submit Kaise Kare

To sabse phele apko iske liye google search engine ! ke ek tool par jana hai jiska naam hai google search console ye google ka hi ! tool hai jiski madat se aap apni website aur blog ko add karoge to apko search karna ! hai google search console to apko sign up kar lena hai apni gmail se fhir apke ! samne esa page open ho jayega

Website google mein submit kaise kare

Isme se apko url prefix ko select kar lena hai aur jaha ! par apko ye arrow dikh rhi hai wha apke blog ya website ka link paste kar dena hai ! ye aap daal dena hai https://www. Jarur lga dena agar aap manually type kar rhe hai fhir apko add kar dena hai

Website google mein submit kaise kare

Ye page open ho jayega yaha par apko 2nd number par apko milega html tag jaise aap upar screenshot mein dekh sakte ho iska code copy kar lena hai ab apko apne blogger ke dashboard mein jana hai wha apko theme ka section milega uss par click karna hai aur usme edit html milega aur wha apko head section mein milega 4th number par wha apko ye code paste kar dena hai save kar dena hai save karne ke baad apko wapis google search console mein aana hai aur yaha verify ka option milega uss par click kar dena hai to apki site verify ho jayegi

Fhir wha apko upar left side ki traf teen strips show hogi ! uss par click karna hai aur wha apko search property ke side mein chota sa arrow ka ! sign hoga uss par click karna hai aur uss wha apko site hui milegi uss par click karna hai

Uske baad apko left side ki traf bahut se option show hoge usme se apko sitemap ka option dhundna hai

Website google mein submit kaise kare

Index ke option mein show hoga uss par click ! karna hai aur wha apko sitemap generate karna hai wha apko kya likhna hai ki ! sitemap.xml karke type karke apko submit kar dena successfully ki apke aap ek ! message aayega got it par click kar dena hai jab bhi aap new post likho tab apko ! ye site map aake generate karna hai to ese karke aap blogger Website google mein submit kaise kare ab btate hai ki wordpress mein kaise kare ye to tha blogger ka

WordPress Website Ko Submit Kaise Kare

Sabse phele apko kya karna hoga wordpress mein apko ! ek plugin ko install karna hai jiska naam hai all in one seo karke ek plugin usko ! install kar lena hai install karte hi apko google search console ki site par aana hai ! aur apni mail se sing up kar lena hai aur wha apke samne kuch esa page open hoga

Website google mein submit kaise kare

Isme se apko url prefix ko select kar lena hai yah par ! apko apni site ka url paste karna hai agar aap manually kar rhe hai to apko https://www. Jarur add karna hai itna karne ke baad apko continue par click kar dena hai

Website google mein submit kaise kare

Fhir apke samne ye page open ho jayega isme apko html tags ! karke ek option milega 2nd number pe uss par click karna hai usme apko ek ! html code milega usko copy karna hai jaise aap upar screenshot mein dekh sakte ho ! isko copy karna hai

Ab apko apne wordpress website ki dashboard par aana hai ! aur all in one seo plugin ko open karna hai general setting par click karna hai ! aur wha apko webmaster verification milega box wha apko ! google search console ka fill karne ka box milega wha par apko wo code paste karna ! hai aur save change par click kar dena hai

Website google mein submit kaise kare

Fhir apko wapis aana google search console mein aur ! verify par click karna hai aur apki site google search engine mein add ho jaye ga to ! ese karke aap wordpress website google search engine mein add kar sakte hai

Iska ek kaam aur hota hai ki apko sitemap generate karna hai ! aur apko left side mein apko teen strips milegi uss par click karna hai aur wha apko ! search property ka option milega uss par click karna hai aur wha apki site add ho ! chuki hogi uss par click karna hai

Website google mein submit kaise kare

Left side mein apko sitemap ka option milega index ke ! option mein show hoga uss par click karna hai aur wha apko sitemap generate karna ! hai wha apko type karna hai sitemap.xml likh ke type karna hai submit par click karna ! hai aur got it ka ek message aayega to uss par apko got it par click kar dena hai ye ! kaam apko har ek post likhne ke baad karna hai

Kaise Pata Kare Ki Apki Site Google Search Engine Mein Add Ho Gyi Hai

To iske liye apko kya karna hai apne phone ya pc ya laptop mein koi bhi. browser par click karna hai aur wha search ka option show hoga search bar hoga upar hi. upar wha apko type karna hai site:(apki site ka naam) jaise aap niche screenshot mein dekh sakte ho ye type karke apko search kar dena hai agar apki site aati hai. to apki site google search engine mein add ho chuki hai

Website google mein submit kaise kare

Google Ranking Factor 2021

Website Submit Karne Par Puche Jane Wale Swal

Iss par bahut common question hota hai sabhi ka. wo kya hota hai bta bhi dete hai ki kya question hota hai aur uska jwab kya hai

Site Submit Hone Mein Kitna Time Lagta Hai?

Dosto phele to ye kuch hi time mein add ho jati thi. lekin apko bta du ki apko 1week wait karna hi padega 7 se 10din ka wait karo agar nhi hoti hai. to aap google search console ke pass mail kar sakte ho ya nhi hoti itne time mein. to apne kuch na kuch galti ki hai

Conclusion

to bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki. apko hamre likhe hue article mein koi problem na ho aur apki puri madat kare. jisme hamne apko btaya ki Website google mein submit kaise kare pasand aaye. to apne dosto ke sath share kare aur kuch problem aaye to comment section mein puch sakte hai


Back to Featured Articles on Logo Paperblog