Kya pta hai ki apko jo aap website kharidne se phele check kare ki thik hai ya nhi aaj hm ! issi ke bare mein janege ki kya kya chij apko check karni hai website buy karne se ! phele to dosto jis se apko bhi koi problem na ho iss topic ke upar apko article nhi ! milega pure internet par search kar sakte ho milega to wo hindi mein nhi milega to ! chaliya aaj ka article start karte hai apka time waste na karte hue
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai aur aap agar ! aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par hm tech aur blogging se judi jankari ! share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare
Dosto bahut baar kya hota hai ki hm ! site le lete to hai lekin baad mein hmare sath fraud ho jata hai ! kuch chijo ka pta nhi hota hai ya fhir agla kuch bolta hai aur milta kuch hai to baad ! mein apko problem aani start ho jati hai agar aap ko wo chij phele se pta hogi to kuch ! problem nhi hogi site ko kharidne se kyu ki apko uske bare mein sab kuch pta hoga ki ! apko kya kya chij check karni hai jo ki apke kaam aane wali hai
Agar aap bina kuch jane hi site kharide lete hai to apko problem ho sakti !hai aur apko mai yhi suggest karna chahta hu ki aap khud ki site bnao khi se buy ! mat karo khud ki site par mehnat karo kyu ki agar uski site itni ! achi hoti to wo sell kyu karega lekin fhir bhi bta dete hai
Domain Information Check Karo
Sabse phela point hai ! hmara domain information jab aap uss se site lene ke baat karte ho to sab se phele uske ! domain information mangwao aur check karo ki kab uske site ka domain renew hoga ! kitna time ho gya hai koi problem to nhi hai ye sab kuch apko domain information ! mein check karna hai
Hosting Information Check Kare
Jab aap domain information mangwa lete ho ! to aap hosting check karo ki konsa plain choose kar rakha hai aur kitna time baki ! hai hosting expire hone ka konsi hosting company use kar rha hai agar achi hosting ! choose ki ho aur plain baki ho to thik hai warna hosting apko renew karna padega ! disk memory bhi check karo ki kitne percent use kar rakhi hai
Ki khi aap website lo aur baad mein hosting wale ! apke account ko suspend karne lag jaye aur aap hosting company ke sath contact ! karo to wo bole ki apko plain upgrade karwana hoga to apko ye check kar lena ! hai ki konsa plain hai aur kitna use kiya hua hai
Ye tha apna dusra point hosting information ka
Google Adsense Approval Account
Agar google adsense account approved hai ! to thik hai lekin isme bhi apko ek baat dekhni hai ki usne apna threesold abhi tak ! complete kiya bhi hai ya nhi agar kiya hua hai to koi problem nhi hogi agar nhi kiya ! hai aur aap khardi rhe ho to apko usme personal information change karna hoga ! kyu ki jab pin verification aayega to wo glat address par jayega aur fhir apka ! account pin verification nhi hoga
Google adsense mein apko iss baat ka dhyan rakhna hoga isme apko kuch jyada check karne ke jrurt nhi hai
DA & PA Check Kare
Ab baat karte hai ki uss blog ki authority jab aap ! blog ya website kharid rhe ho to apko ek baat dhyan rakhna hai ! ki apke blog ki jo da and pa hai wo thik ho ye mat ho ki uss blog aur site ki ! authority kam ho domain authority kitni hai aur page authority kitni hogi ye chij apko dekhni hai
Spam Score Check Kare
Jab aap website le rhe hai to ! ye factor bahut important hai kyu ki agar apka spam score jyada hoga to apko ! usme bahut problem hogi kyu ki apki ranking down hone lag jayegi jab tak apka ! spam score kam nhi hoga to apke blog aur site ki ranking down rhegi aur google search engine mein rank nhi karegi
Agar apko nhi pta hai ki spam score kya hota hai aur ! kaise check karte hai aur apko ache se jana na hai to hmare iss article ko read kare
Spam score kya hai aur kaise check kare
Gmail Check Kare
Apko ek baat dhyan rakhna ki aap jis site ko le rhe hai usme kaam ane wali chije ek hi mail par honi chiaye tab apko fayda hai kyu ki bahut baar kya hota hai ki google adsense ki alga mail aur domain ke liye alag mail aur hosting ke liye alag mail to apko iss baat ki dhyan rakhna ki ek hi mail jis se saare kaam aasani ke sath monitor ho sake
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi jisme hamne apko btaya ki ek website kharidne se phele kya kya check kare umeed karte hai apko pasand aaya hoga aur apne dosto ke sath share jrur kare taki apke dosto kisi fraud ke chakar mein na pad jaye in bato ko yaad rakhna hai aur sabse important baat ye hai ki paise phele mat dena half payment phele half payment baad kyu ki risk wo bhi le rha hai aur risk aap bhi le rhe ho to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat