Magazine

Website Ke Liye SSL Certificate Kyo Jruri Hai SSL Certificate Kya Hai

Posted on the 08 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karege ssl certificate ke bare me ssl certificate kya hai !aur ye website ke liye ssl certificate kyo jruri hai ye ek bahut important topic hai ! kyo ki ye har ek blog aur website ke liye hona bahut jruri hai agar ! apki site ka ssl certificate nhi hai to apka blog kisi kaam ka nhi hai to chaliye ! aaj janege iske bare mein

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare ! blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par hm blogging! se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna chahte to ! hmare telegram channel ko join kare to chaliye ! aaj ka topic start karte hai

Website ke liye ssl certificate kyo jruri hai isko jaan ne se phele! apko iss chij ka pta hona bahut jruri hai ki ssl certificate hota kya hai tabhi aap ! isko ache se jaan paoge to chaliye jante hai ki ssl certificate kya hota hai

SSL Certificate Kya Hota Hai

SSL ki agar aap full form ki baat kare to wo hoti hai “Secure Sockets Layer” SSL ek esa protocol hota hai ki jo ki kis user aur website! ke medium ke bich ho raha ! data transfer ko save karta hai ye wase hi hai jaise aap online shopping karte hai ! apne debit card ya credit card! ke jariye use karte hai

Agar apka blog ya site !non-SSL website par agar aap apni detail share karte hai to us data ko hack hone ki! probability badh jati hai ki apki site hack ho sakti hai iss liye apki site ya blog ka ssl ! certificate hona bahut jruri ho gya hai

SSL Certificate Kisi Website Ke Liye Jruri Kyo Hota Hai

Bahut se logo ko ye lagta hai aaj bhi ki ssl certificate hona website ke liye koi jruri nhi hai ! esa nhi hai kyo ki jo ye baat bol rhe hai unko online marketing ka kuch nhi pta hai ! agar aap bhi ye soch rhe hai ki website ke liye ! ssl certificate hona koi jruri nhi hai to ab apko btaye ge

Customer Ke Data Safe Rakhna

Website par kisi bhi tarhe ke len den jaise payment ! detail, apka mobile number,email,apka address aur apki personal information ! ko hide rakhne ke liye safe rakhne ke liye ssl certificate ka hona bahut jruri hai

Google Ki Warning Se Bache

Bahut baar kya hota hai ki aap apni site ko jab open kar rhe ! hote hai tab apke pass ek warning aati hai your connection is not private aur whi same ! chij agar apke users ke sath ho aur apki site ko leave karke kisi aur website par agar ! wo  chala jata hai to iss se apka nuksan hota hai apki site google search engine par ! negative effect dalti hai

Website Ki Ranking Par Aasar Padhta Hai

Jaise jaise time hota jata hai google apne algorithm me changes karta rheta ! hai jab 2014 me ese ek change mein google ne saaf kha tha ki HTTPS as a ranking ! signal iska mtalb hota hai ki agar aap ssl jisko hm https bhi khe sakte hai ye apki ! site ke liye hona bahut jruri hai

To apki website par traffic increase hota hai aur google search engine apki site ! ko prefer karega agar apki site https par hai to nhi to apki ranking har roj increase ! hone ki bajaye ulta ! decrease hone lagti hai

Conclusion

To dosto bas aaj ke liye itna hi ! umeed karte hai ki apko hmara yaha article pasand aaya hoga jisme btaya ki ssl certificate kya hota hai ! aur kuch puchna ho to aap comment section mein puch sakte hai aur apne dosto ke! sath jrur kare iss article ko agar apko hmare article mein kuch ! knowledge mili ho to milte hai ese hi kisi new post ke sath ! tab tak ke liye jai hind hai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog