Magazine

Website Ka Backup Kaise Le Blogger Aur WordPress Mein

Posted on the 05 January 2021 by Technoharyana

Hello dosto aaj ke hm iss article mein janege ki ! website ka backup kaise le phele to btaye ge ki blogger mein backup ko kaise download kare ! aur baad mein btayege ki wordpress website ka backup kaise le to chaliye ! aaj ka article start karte hai

To dosto bahut baar kya hota hai ki apki website mein kuch problem aa jati ! hai to wo bolte hai ki aap apni website ka backup restore kar dijiye fhir apke content ! wapis aa jayege to hm website ka backup lete nhi hai aur baad mein apni website ! mein se bahut kuch chije missing ho jati hai yani ki apke kuch article miss ho jayege ! to apko apne website ka backup leke ya to phone mein ya apne computer ya laptop ! mein save karke rakhna chaiye to ab btate hai ki apko website ka backup kaise lete hai

Blogger Blog Ka Backup Kaise Le

To dosto isme to bahut simple sa kaam apko karna hai isme apko ! kuch jyada karne ki jarurt nhi padti hai sabse phele apko apne blogger ke dashboard ! mein jana hai aur apke side bar mein kuch option hote hai aur usme apko theme ka ! option show hoga uss par click karna hai

Fhir apke theme section open ho jayega fhir ! apko ye arrow ka sign show hoga jaisa aap iss screenshot mein dekh sakte hai

blogger blog ka backup kaise le

Jaise hi aap iss par click karte hai to apko backup ! ka option show hoga aur uss par click kar dena hai fhir apki theme ka data download ! ho jayega to ese karke aap blogger blog ka data store kar sakte hai ab apko btate ! hai ki wordpress website mein data store kaise kare

WordPress Website Ka Backup Kaise Le

To dosto iske liye sabse phele apko ek plugin ko install karne ki ! jarurt padegi to apke apne wordpress website ke dashboard mein jana hai aur plugin ! ke option par jake apko search karna hai updraft aur apke samne ek plugin aayega ! Updraft plus naam karke apko usko install kar lena hai

wordpress website ka backup kaise le

Isko install karke apko activate kar lena hai aur uski setting ! par click kar lena hai fhir apke samne updraft plus plugin ka dashboard open ho jayega ! wha apko backup ka option show hoga uss par click karna hai

wordpress website ka backup kaise le

Jaise hi aap backup par click karte ho tab apke samne ek page open hoga jo hoga iss parkaar

wordpress website ka backup kaise le

Jaise hi aap isko agree karte ho tab apka backup start ho jayega jaisa aap niche dekh sakte hai

wordpress website ka backup kaise le

Ye to tha ki aap backup kaise le lekin ab apko btate hai ki ! restore kaise kare updraft plus plugin se

Updraft Plugin Se Backup Kaise Restore Kare

Sabse phele apko apne updraft plugin ke dashboard mein ! aana hai fhir apko main page scroll down karna hai wha par apko existing backup ! ka option show hoga wha apko upload existing backup ka option show hoga uss par ! click karna hai fhir apko select file karne ko bolega apko apne pc ya phone mein se ! uss backup file ko select karke upload kar deni hai kuch time baad apki file restore ho jayegi

To ese karke aap updraft plugin se backup ko restore kar sakte hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki apko hamara ! article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki

wordpress website aur blogger blog ka backup kaise le

to apne dosto ke sath share kare aur kuch problem aaye ya ! iss se related kuch puchna ho to comment section mein puch sakte hai aur hm ! milege ge apko ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog