Magazine

Union Bank Ka Balance Kaise Check Kare

Posted on the 09 December 2020 by Technoharyana

union bank ka balance kaise check kare aaj hm ye ! janege iske apko kuch tarike btauga jiski madat se aap ghar bethe ! apne bank ka balance check kar sakte ho isme apko kuch jyada karne ki jarurt nhi hai ! ya fhir apko bank jane ki jarurut nhi hai sab kuch apne phone par mil jayega account ! summary account balance to chaliye aaj ka article start karte hai

namskar dosto mera naam rajat garhwal aur ! aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki ! yaha par tech aur internet se judi jankari share karte rhte hai agar aap unhe ! miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

dosto bahut baar kya hota hai ki apko ! bank balance check karne ke liye apko bank mein jana padta hai lekin ab uski koi ! jarurt nhi hai aaj apko ek nhi 4tarike batuga to chaliye ek ek karke sabhi ko jante hai ! aur unme kya karna hai wo bhi jante hai

Union Bank Ka Balance Kaise Check Kare

ab apko khi par jane ki jarurt nhi hai ghar bethe message pe aap apna balance check kar sakte hai

Missed Call Number

apka apka account union bank mein hai to aap ! inke bank balance number pe call karke aap apne bank balance ki enquiry le sakte ! hai to uske liye apko kya karna hai ki niche hamne apko number diya hia jis par apko ! sirf missed call karni hai aur jaise hi aap missed call karte ho to baad mein apke pass ! message aaye ga lekin ek baat apko dhyan rakhni hai missed call usi number se ! dijiye jo apka number bank account mein registerd hai

  • Balance Enquiry Number 09223008586
  • Toll free number 1800222244 / 18002082244

ATM Banking Ki Madat Se

isme kya karna hota hai ki apko phele apne card swipe ! karna hai aur apne atm card ka pin daliye aur uske baad mein balance enquiry option ! par click kare uske baad apke samne apka balance show kar dega aur uski aap ! receipt bhi nikalwa sakte ho usme apki puri detail aa jayegi

SMS Banking Ki Madat Se Balance Check Kare

isme apko kya karna hota hai ki apke niche ek message ! type btaya gya hai same apko wase hi type karke iss number par send kar dena hai ! aur uske baad apke pass puri bank balance ki detail aa jayegi to iss number par apko ! message type karna hai 09223008486

ab kya type karna hia wo chij dekh lijiye sabse phele ! apko apne account ke liye type karna hoga agar apka iss bank mein ek hi account hai ! to wo apka account primary aur secondary sab kuch wo hai aur ussi bank mein do ! account hai to uske liye apko other account ka code type karna hoga to wo ! code jan lete hai phele

  • Primary Accoune ke liye type kare UBAL
  • Aur dusre account ke liye type kare UBAL<space>A/C number ye type karna hai

fhir apko apni mini statement fill karni hogi main account ke liye apko type kare UMNS aur other account ke liye type kare UMNS<space>account number aur ye sab kuch type karne ke baad apko simple send par click kar dena hai

USSD Code Se Bank Balance Kaise Check Kare

iske liye apko union bank ka USSD code ka pata ! hona chaiye ye bahut hi aasan tarika hai isme kya karna hota hai wo bhi jan lete hai

  • registerd mobile number se apko ek code type karna hai
  • *99*63# ye karke dial kar dena hai
  • fhir apke samne kuch option aaye ge
  • usme se apko balance check ka option show hoga uska code type karke send kar dena hai
  • to apke samne bank ka balance show hoga

Conclusion

to bas dosto aaj ke liye bs itna hi umeed karte hai ! ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! union bank ka balance kaise check kare apne dost ke sath share kare aur kucn ! problem ho to aap comment section mein puch sakte hai to milte hia ese hi kisi ! new post ke sath tab tak ek liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog