Magazine

TRP Ki Full Form Kya Hai, TRP Ki Puri Jankari

Posted on the 22 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj ek bilkul alag topic ki baat karne wale hai jo ki hai trp ke bare mein ki trp ki full form kya hai ! aur trp ki jo main main jankari hai wo aaj hm discuss karege ki aaj ke time mein ! channel wale apne channel ki trp badhane mein lage hai to jante hai aaj ki trp kya hai trp full form kya hai to chaliye aaj ka article start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hamre blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai ! to bta du ki yaha par hm tech aur blogging se judi jankari share karte rhete hai ! agar aap unhe miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

To dosto har ek channel chahta hai ki uski channel ki jo trp hai wo increase ho jaye esa kyu hota hai thoda short ! mein bta deta hu inki income jo hai wo iss se ke upar depend karta hai ki uss ! channel ki income kya hai sab kuch jane ge ki aap trp kaise check kar sakte hai

TRP Ki Full Form Kya Hai

TRP Ki Full Form: Television Ration Point ye iski full form hoti hai dosto kuch kuch smjh gye hoge agar nhi ! smjhe ho to tension mat lo aage aur ache se janege iska ek tool aata hai jisko hm ! calculate karke pta lga sakte hai kisi bhi channel ki ye to thi iski full form ab jante hai ki trp kya hoti hai

TRP Kya Hoti Hai

Trp kya hai : iski full form to hmane apko bta diya hai ab apko btate hai ki ye hoti kya hai trp calculate karne ! ke liye ek tool aata hai ki jo channel sab se jyada dekha ja rha hai dosto bahut baar ! apne kya dekha hoga ki kuch news channel hote hai wo bolte hai ki trp mein hmara channel number 1 to iska mtlab ye ! hota hai ki sab se jyada news category mein wo channel dekha jata hai serial channel ki alag category hoti hai

Alag category ke alag alag channel hote hai ye nhi hai ki aap news channel aur serial channel ko comparison kar ! do esa nhi hota aap same category ke channel ki trp dekho ye to tha ki trp kya hoti hai ab apko btate hai ki isko aap kaise check kar sakte hai

TRP Kis Meter Se Check Ki Jati Hai

Iss meter se aap TRP check kar sakte hai iss meter ! ka naam hota hai people meter ye apke setup box ke sath automatic connect ho jata ! hai aur apke area ka data store karta check karta hai to ye tha iska naam PEOPLE METER

TRP Kaise Check Ki Jati Hai

Ek common jaghe ye meter lga diya jata hai to uske area jitna cover hota hai uss area mein sabhi setup box ko connect kar leta hai to wo trp ! note karta rheta hai ki konse area mein kya jyada chal rha hai bahut baar kya hota ! hai ki company wale force fully setup box rakhwane ke liye bolte hai ki wo ! TRP ache note kar paye

Aur inke upar ek monitoring team hoti hai ! jo monitor karti hai ki kis area mein kya sab se jyada dekh ja rha hai aur wo fhir people meter ! ko check karti rhehti hai aur people meter ka data monitor team ke pass jata rheta hai ! aur baad mein wo btate hai ki iss channel ki sab se jyada TRP chal rhi hai ese karke TRP check hoti hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi jisme hmane apko btaya hai trp ke bare mein agar apko hmara article pasand ! aaya ho to comment karke jrur btaye aur iss useful knowledge ko apne dosto ke ! sath share jrur kare aur aap hmare article padhna pasand karte hai aur miss nhi ! karna chahte hai to hmare telegram channel ko join kare to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog