hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki play store ki id kaise banaye kyu ki aaj ke time me sabhi ke pass android phone hai ! aur unko kuch bhi download karna ho to ! play store ki jrurt hoti hai to chaliye aaj ka topic start karte hai apka time waste na karte hue
namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai ! agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par hm tech se judi jankari share karte rhete hai agar aap wo miss nhi karna chahte ! to hmare telegram channel ko join kare
play store ek esa application hai jis! me aap apne mobile ke phone ke app download kar sakte hai lekin uske liye apki ! gmail ka account hona chaiye to wo kaise banana hai
Play Store Ki Id Kaise Banaye
to chaliye dosto apko btate hai isko steps wise smjhe ge jisme apko koi problem nhi hogi
- sabse phele apko apne playstore ko open karna hai
- jaise hi aap open karoge to apke samne sign in hone ko bolega
- uss par click kare
- fhir apke samne account create karne ka niche option aaye ga
- uss par click karna hai
- fhir apke samne enter your name ka interface aaye ga
- jisme apko apna naam dalna hai
- first name mein apna starting ka naam aur last name mein apka surename
- ye sab dalne ke baad apko next par click kar dena hai
- fhir apke samne basic information ka page open ho jayega
- jisme apko apni date of birth
- aur gender fill karna hoga
- fhir apko choose your gmail address karke form aaye ga
- isme se aap ek apni gmail choose kar leni hai
- next par click kar dena hai
- fhir apke samne password ka option aaye ga password dalne ke baad
- add phone number ka interface aaye ga usko scroll karke niche aa jana hai
- isme apko agree par click kar dena hai
- fhir ek privacy policy ka page aaye ga usme bhi apko agree kar lena hai
- aur apka account successfully create ho jayega
conclusion
to bas dosto ese karke aap apni play store ki id bna sakte ho umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga aur !acha lga ho to apne dosto ke sath share jrur kare aur milte hai ese hi kisi ! interesting topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat