Hello dosto aaj hm apne article mein janege ! ki pinterest se blog par traffic kaise laye aaj mai apko btauga ki apka blog naya hai ! aur abhi tak apke blog ki authority bhi achi nhi hai jiske karan blog par traffic nhi aata hai ! to dosto ab tension na le aaj apko btauga ki kis tarhe aap bhi trending keywords par ! kaam karke apne blog par traffic la sakte hai chaye apka blog naya ho ya purana
To dosto starting mein kya hota hai ki hm kisi bhi keyword ! par kaam karte hai to uss par bahut se article phele se hote hai aur apna article ! iske karna rank nhi karta ki apke uss post ke backlinks bhi nhi hote hai aur apke ! blog ki authority bhi high nhi hoti hai jis se
Apka blog rank nhi karta tha aur jiske karna ! apke blog par bhi traffic nhi aata hai to aaj jaisa tarika btauga same usko follow apko karna hai ! jisse apke pinterest ke followers bhi increase hoge uske sath sath apke ! blog par bhi traffic increase hoga
Kuch dosto ko pta nhi hoga ki pinterest kya hai ! unko bta du ki yaha par aap apne post ko add karke apne blog par traffic la sakte hai ! aur photo aur videos bhi share kar sakte hai to jab bhi aap isme apne post ko add karte ho to ! wo google mein uss keyword par rank karta hai to jis se apke blog par traffic increase hota hai
Pinterest Se Blog Par Traffic Kaise Laye
To dosto sabse phela apko kya karna hoga ki ! iss par apko account banana padega agar apne abhi tak nhi banaya hai ya kuch ! problem aa rhi hai to ye article read kar sakte hai
Pinterest par account kasie banaye
Account Banan Se Phele Kya Check Kare
Jaise hi aap account bna lete ho to apko !ek baat ka dhyan rakhna hoga apne blog ka jo bhi topic hai uska naam whi rakhe ! jaise mera blog se regarding blog hai to mane apne blog ke regarding naam rakh diya jaise ! blogging beginner for you to ye mere pinterest account ka naam ho gya hai to apko ! esa keyword ko use karna hai jaise mere account ke naam mein blogging beginner ! ho gya wase hi apko choose karna hai jise log search kar rhe hai ye ho gya apke account ka seo
To iss baat ka apko dhyan rakhna hai ek to aur ! dusri chij apko dhyan rakhni hai ki apke blog ki description mein trending keyword ko ! place karna hai unko use karna hai apne pinterest account ki description mein to ye ! chij apko dhyan rakhni hai account banane se phele
Pinterest Par Post Kis Tarhe Kare
To dosto ab apko btayege ki apne pinterest pe ! blog ke post ko add kaise kare jiss se apke blog ka traffic increase ho agar aap ye kaam glat kar dete ! ho to apka saara kaam kharab ho jata hai phele to btayege phone ke bare mein ki ! phone mein pinterest par blog post add kaise kare fhir btayege ki ! computer aur laptop mein pinterest account mein blog post ko add kaise kare to chaliye btate hai ye bhi
Mobile Phone Se Pinterest Mein Blog Post Ko Add Kaise Kare
To dosto isme kuch chije dhyan rakhni hai wo kya kya hai ! post karte time apko check karni hai sabse phele apko kya karna hai apne ! pinterest account ko open karna hai aur ek board tyar karna hai jo bhi blog blog ! mein category hai jaise hi aap board category add kar dete ho ab apko pin karni hai
Fhir apko pin par click karna hai fhir apko uss post ki ! photo ko select karna hai fhir apko title whi likhna hai jo apne post mein daal rakha hai ! kuch bhi change nhi karna hai fhir aata hai description ka box to apko same whi chij ! apko dubara karni hai same apko description likhni hai description mein bhi aur add ! par click karna hai aur uss post ka link de dena hai fhir next par click karna hai aur ! jis board mein post karna hai usko select kar lena hai
To ese karke apko phone ke undar ! pinterest mein blog post ko add karna hai ab btate hai computer aur laptop mein kaise add karna hai
Computer Aur Laptop Se Pinterest Mein Blog Post Ko Add Kaise Kare
Agar apne phone wala padha hai to apko bhi pata chal gya hai ! ki kya karna hai suru mein lekin nhi kiya hai to bta du ki apko sabse phele ! board create karna hai aur board ka naam whi rakhe jo apke blog ke undar category hai ! aur kuch apko nhi likhna hai
Fhir apko ek extension add karna hai sabse phele ! apko apne chorme browser mein jana hai aur wha chrome webstore par jana hai aur ! pinterest extension add karna hai aur apne account ke sath connect kar lena hai
Jaise hi aap extension connect kar lete ho to fhir ! apko apne blog post par jana hai aur usme jo photo hai uske upar apne mouse ka ! cursor ko leke jana hai wha apko upar pinterst ka logo show hoga save ka option ! aayega uss par click karn hai jaise hi aap uss par click karoge to apko wha board select ! karne ko bolega to apko uss post ko board ko select kar lena hai jis category ka post hai ! wo to ese karke aap computer aur laptop se pinterest mein blog post ko add kar sakte hai
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ! ki apko hamra article pasnad aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! pinterest se blog par traffic kaise laye to apne dosto ke sath share jarur share kare ! aur kuch problem aaye ya kuch puchna ho to comment section mein puch sakte ho aur ! hm milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat