Hello dosto aaj hm apne article mein janege ki ! pinterest par account kaise banaye ye aaj hm apne article mein janege iski ! madat se aap apne blog par traffic increase kar sakte ho aur apki website ki authority high hogi ! agar iss website par apki site par traffic aayega to chaliye aaj ka article start karte ! hai apka time waste na karte hue
To dosto agar aap new blogger hai aur apko abhi tak ! itna kuch pta nhi hai to bta du ki ye bhi ek traffic lane ka tarika hai isme kya hota hai ! ki apke blog ki kisi bhi post ko add karoge to wo post google mein rank karega to wo ! apke post par drive karega to dosto ye apke traffic mein bahut madat karega iss se aap ! kya kya kar sakte ho bhi janege
ye ek social media application hai jaise facebook hai ! instagram hai wase hi pinterest hai ye ek social media platform hai iski madat se aap ! yaha videos aur photos share kar sakte hai lekin bahut baar kya hota hai ki hame ye ! nhi pta hota hai ki iss par account kaise banaye
Pinterest Kya Hai
Pinterest ek social networking site hai dosto pin+interest ! iska matlab hota hai ki apke interest photos ko pin karna hai wo chaye apke blog ! ki photo ho iski madat se apko bahut kuch mil jayega agar aap chahte ho ki mujhe ! ghar appliance chaiye hai to wo bhi yha mil jayega yani ki apko sab kuch yaha apko ! mil jayege bahut achi achi sites yaha apko milega product bhi milega
Yaha par kya karna hota hai ki board hota hai usme pin ! karna hota hai jaise apne office schools college wagera mein dekha hoga jisme ! notice board hota hai usme alag alag information hoti hai pin ki hoti hai to yhi ! kaam internet par pinterest karta hai
Pinterest Par Account Kaise Banaye
Agar aap pinterest ko use karna chahte ho to uske ! liye apko account banana padega iss par aap facebook aur gmail se register kar sakte ! ho to chaliye ab jante hai email id se pinterest account create kaise kare
Step-1 Pinterest Site Par Jaiye
Phela kaam kya hoga iski official site par jana hoga ! ya fhir aap iski application bhi open kar sakte ho jaise hi aap use open karte ho to ! apne browser mein open kare ab apke samne sign up ka option show hoga uss par ! click karna hai wha apko puchega ki kis tarike se aap account create karna chahte ho ! to usme se aap google ko select kar lena hai
Step-2 Personal Detail Fill Kare
Wha apko kuch apni personal detail fill karne ko ! bolega wo apko fill kar deni hai jaise ki apka naam apki gmail address aur apki age ! aur apka geneder ye sab fill karne ke baad come in par click kar dena hai
Step-3 Gamil Ko Verify Kare
Jab aap inta kaam kar lete hai jab apke pass mail ! box mein confirm mai ka mal aaya hoga uss mail ko open karna hai aur confirmation ! mail ka button show hoga uss par click karna hai fhir apka wha par pinterest account ! open ho jayegi to apki mail confirm ho jayega
Pinterest Ka Kya Fayda Hai
- Ek to aap iski madat se blog par traffic increase kar sakte ho
- Sponsor post le sakte hai agar apki profile par traffic acha hai to
- Affiliate marketing kar sakte ho koi product ko promote kar sakte ho
- SEO ka kaam kar sakte ho iss se aap apne blog ke liye
- Aap khud ke product sell kar sakte ho
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ! ki apko hamar article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki pinterest kya hai, ! pinterest par account kaise banaye, pinterest use karne ke kya fayde hai to ! ye sab kuch aaj hamne iss article mein janna hai apne dosto ke sath share jarur kare ! aur kuch puchna ho to aap comment section mein puch sakte ho to milete hai ese hi ! kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat