Magazine

On Page SEO Kya Hai Aur Kaise Kare

Posted on the 23 September 2020 by Technoharyana

hello dosto aaj hm jane ge ki on-page seo kya hai aur kaise kare aaj kuch placement !btauga jo ki apke on page seo ko improve kare ga to chaliye!aaj ka topic start kare apka time waste na karte hue

agar aap hmare blog par phelli bar aaye hai!to main apko bta du ki yha hm blogging se judi baate share karte hai!aur unique ideas milega par jo jaruri hai wo dusre ke sath match hoga!agar aap hmare article miss nhi karna chahte!to hmare telegram channel ko join kare

dosto agar aap apne blog ko google search engine me rank karwana chahte ho to ye apke liye bahut jaruri haai agar apka new blog hai aur traffic nhi aa rha hai to ye apke liye bahut jaruri ho jata hai kyoki ek acha keyword apko mil jayega lekin usko rank karwane ke liye apko ye jaruri hai kyoki google search engine koi admi nhi hai ki apka post padha aur haa acha hai karwa do rank esa nhi hai dost iss liye apko technical settings karni padti hai

aap agar seo ke bare me jante ho tabhi iss article ko read karne aaye ho apko bta detta hu ki seo do type ke hote hai on page seo aur off page seo aur ab hmm baat karne wale hai on page seo ke baare mein

ON PAGE SEO KYA HAI

ON-PAGE SEO ka mtlab hota hai jo aap technical setting karte ho jaise aap jo post likhh rhe wo apka technical kitna strong hai ye dekh ke google search engine apke post ko rank karwata hai to aap smjh gye hoge ki on page seo kya hai yani ko jo technical settings karte hai article mein ab baat karte hai wo settings kya kya hai

ON-PAGE SEO KAISE KARE

on page seo kya hai
on page seo
  1. Keyword Placement
  2. Article Unique/ Article Strength
  3. Linking Management
  4. Alt Text
  5. Content Formating

ye kuch factors hai jinke bhi part hai jinko hm ek ek karke discuss karege ! bahut simple simple ek baar apko smjhne ki ! jarurt hai baad me apke dimaag me aa jayege ki ye ye mujhe karna hai ! chaliye ab on page seo ke factors ko ek ek karke jaante hai !

Keyword Placement In Article

iska mtlab ye hai ki dosto ki apko apne keyword ko kaha kaha use karna hai ! jo apka focus keyword hai usko kaise kare article mein

  • Title
  • Meta Description
  • In Introduction(suru ke 100 words mein)
  • Permalink
  • Apne main keyword ko article mein 2 baar use kare kam se kam
  • Keyphrase Length ( kitne word ka apka focus keyword hona chaiye)

yaha yaha apko apne article ke main keyword ko use karna hai apne title mein jarur keyword ko add kare! apne meta description mein me agar aap blogger use karte ho ! to search prefrence agar aap iske upar artcile padhna chahte hai ki

meta description/search prefrence kaise likhe

jo apke 100 words ho starting jaha se apka article start hota hai usme apne keyword ko add kare! apka article ka link mtlab ki permalink ! usme apne main keyword ko add kare ! apne jo focus keyword hai jis par aap chahte ho ki hmara article ispe ! rank kare usko kam se kam 2 baar use kare ! apne main keyword ki length 4 words se jyada nhi honi chaiye ! iss baat ka bhi dhyan rakhe

ye tha ki apko apne main keyword ko kaha place!karna chaiye yani ki kaha kaha rakhe apne article me main keyword ko ! ab iska agla point jante hai

Article Unique/ Article Strength

ek to apko apna article jise likh rhe ho kahi se bhi copy nhi karna hai ! usko unique rakho aur apke jo article ki strength hai wo kuch jyada rakhe yani ki usme words kitne hone chaiye to main apko yhi suggest karuga ki 1000 words likhe! ye mat sochna ki dusre bolte hai whi bol rha hai ! iske piche reason hai wo kya hai ! chaliye wo apko btate hai

iska ye karna hai ki dosto jab apke post crawl ho to usko ache se pta chale ki kya hai iss article mein ! kyoki jitnna lamba apka article hoga crawl utna time apke post pe ruke ga ! aur crawl mtlab ki usko jyada smjh aaye ga ki apke article mein kya hai

iss liye apne article ho sake utna lamba likhe but jo baat hai whi likho ye ni ki kuch bhi likh do jo apke user ke kaam aaye wo likhe

Linking Management In Article

Linking Management ka mtlab hai ki jo bhi aap article link lagate ho do tarhe ke link hote hai article mein

  • Internal Link
  • External Link

ye do tarhe ke link hote hai article mein inka apko use karna hota hai ! internal link mein to aap kisi bhi article ka link de sakte hai agar aap ise ache se mention karte ho to wo apke liye bahut acha hai ! jaise mane linkha ki on page seo kaise kare ye link diya wase hi aap de !

external link unhi sites ko di jiye jinki website authority high ho jink da and pa high ho ! ye dono apke on page seo ke undar aate hai inka use bhi apko karna hai apne article mein ! to ye tha linking management

Alt Text In Image

isko hm image seo bhi bol sakte hai jaise aap apne post ke undar koi photo add karte ho to ! usme alt text ka use kare jab aap kisi photo ko click karoge to uski property open ! ho jayegi wha apko do option milege alt text,title text yaha par bhi aap apne keyword ko use kare agar apko ye detail me padhna hai to iss link pe click kare

Image seo kaise kare kya hai ye

Content Formating In Article

ye hai apna last point jo ki hai content formating iska mtlab ye hai ki ! dosto apne article ke undar heading ka use karna ! points bnan yani ki list jo main apke keyword ho unko bold kare taki google search engine ko pta chal jaye ki ye article kiske upar hai !

italic ka bhi use kar sakte hai jo apke users ko padhna chaiye usko highlight kare ! ki wo uss point ko jrur read kare ye kare apne article mein photo ko add kare

Akhri Vichar

to bas dosto aaj ke liye itna hi aaj ke iss article!mein hamne apko btaya ki on page seo kya hai on page seo kaise kare aur on page ke kuch points hmne discuss!kiye agar apko pasand aaye to share kare apne dosto ke sath ! aur comment karke jarur btaye ki ye article apko kaisa lga

milte hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog