Nps kaise check kare agar aap 2004 ke baad government job lage ho to apka nps cut hota hai aur 2004! se phele walo ka pf cut hota hai to ye kaise check kare nps ka balance ka apki salary! ki kuch coast apke nps me cut ho jata hai tab apke pass msg aata hoga
Lekin ye sir uss mahine jma hua account ki detail hoti hai lekin kya aap jante hai ki abhi tak apke nps ke ! account mein kuch kitne rupee jma ho chukka hai nhi to apko btate hai ki nps account! ka balance kaise check kaise karte hai
NSDL – CRA ne apne sabhi users ke liye ye suwida! di hui hai ki aap ghar bethe nps check kar sakte hai iske do tarike hai wo dono ek ek karke janege
- Online NSDL – CRA ki official website par jake check kar sakte hai
- Dusra hai NPS by NSDL android app ke dwara
To chaliye inn do tariko se apke btate hai ki nps ka ! account balance check karege step by step
- PRAN No. (ye apke pran card me milega)
- IPINI ( ye apki pron card ki kit me milega)
Agar aap apko inko smjhne me koi problem! aaye to aap comment box me puch sakte hai
Online NPS Ka Balance Kaise Check Kare
Step-1 NSDL CRA ki website open karni hai
Sabse phele apko apne computer ya phone me kisi bhi browser ko open kar lena hai fhir apko url box me type kijiye! cra-nsdl.com/CRA ya fhir aap iss par click karke siddha redirect ho sakte hai
Step-2 user id aur password enter karna hai
Jaise hi apke samne ye site open ho jaye gi to apko apni pron id dalni hogi jo 12digit ki hoti hai aur IPIN enter karni hai! ye dhyan rakhna hai ki ye sab chije aap apne subscriber box me kar rhe ho aur! uske baad apko human verification karwaye ga captach fill karna hoga
Step-3 holding statement par click karna hai
Aap jab id aur password daal dete hai to apka account! open ho jayega aur apne dashboard me investment summary par click karna ! hoga fhri apko holding statement
Step-4 apne nps ka total amount check kare
Jasie hi aap apni holding statement ko select! karoge to apke nps ki puri summary aa jayegi account summary for current scheme ! show hoga uske niche apka total nps show hoga
Iss tarhe aap nps ka balance check kar sakte ! hai ye to tha ki aap uski website par jake check kar sakte hai lekin ab apko btate hai ! ki aap android app se kaise check kar sakte hai
Mobile se nps kaise check kare
Step-1 official nps aap ko download kare
Dosto apko koi nps ka app download nhi karna hai ! iska official hi app aap download agar apko nhi pta hai ki iska official android app konsa ! hai to aap iss screenshot me dekh sakte hai
Step-2 nps app ko open kare aur login kare
Jab aap iss app ko download kar lete hai! to apko isme login ka option milega jaise iss screenshot me btaya hua hai
Step-3 fill kare nps id aur pin
Fhir apko apni pron card ki id dalni hai jo 12 digit ki ! hoti hai wo dalne ke baad app login par click karke login ho jaoge
Step-4 nps account ka total balance check kare
Fhir apke samne upar hi nps ka total balance show ho jayega
To ese karke aap ghar bethe aap apna nps! check kar sakte ho ye the do tarike nps ka total balance check karne ke
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga aur apne dosto ke sath bhi share kare! agar apko khi par bhi koi problem aati hai to comment box mein puch sakte! ho to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat