Hello dosto aaj ke hm iss article mein janege ki ! train ticket kaise book karen aaj ke time mein aap ghar bethe apne ! phone se ticket book kar sakte hai apko khi jane ki jarurt nhi hai shop mein ya fhir ! cyber café mein sirf aap ghar bethe ticket book kar paoge iss article ko read karne ke ! baad apke paise bhi bache ge to chaliye aaj ka article start kare
Dosto aaj ke time mein to apko travel karna hai to ! apko ticket book phele hi karwani padti hai aur apke pass time na ho to ab apko koi ! chinta karne ki jarurt nhi hai kyu ki ghar bethe mobile se train ki ticket book kar paoge
Ghar Bethe Mobile Se Train Ki Ticket Book Kaise Karen
Ab jo jo steps btauga same apko whi chij repeat karni hai ! to dosto kuch bhi agar aap miss karte hai to ticket book nhi ho payegi to chaliye btate hai ab apko
To uske liye sabse phele apko playstore par jana hai aur ! search karna hai rail connect to apke samen IRCTC Rail Connect ki application ! ko download kar leni hai jaise hi aap download kar lete ho to ise open karna hai to ! hm iski madat se rail ticket book karege
IRCTC Rail Connect Se Ticket Book Kaise Karen
Jaise hi aap isko open karte ho to apke samne kuch ! permission allow karne ko bolega to apko sabhi ko allow kar deni hai aur fhir ! apke samne ek alert ka page aayega usko read kar lena hai aur fhir apki application ! open ho jayegi fhri apke samne kuch option show hoge jisme se phela hoga
- Plain My Journey
- My Booking
- PNR
- Cancel Ticket
- Refund
Ye kuch option show hoge apke samne to plain my journey ki ! madat se aap ticket book kar paoge ab inn option ko ek ek karke short ! mein btauga ki kis se kya kar sakte hai
Plain My Journey
Iski madat se dosto hm apni rail ticket book kar sakte hai ! to wo kaise karni hai sath mein wo bhi jan lete hai jaise hi aap isko open karte hai to ! apko location mange ka from – to yani ki aap kaha se travel karke kaha jana chahte ! ho fhir niche kuch date di hogi to jis date mein aap travel karna chahte hai to wo date ! select kar leni hai date ko select karne ke baad apke samne teen option show hoge
Fhir apko search trains par click kar lena hai fhir apki train ka number ! uska route aur uska boarding number apke samne show hoge time show hoge jo ! route apko thik lage wo select kar leni hai fhir apke kuch category open hogi jaise ! ki aap general mein jana chahte ho 1st class wali mei wo select kar leni hai
Uske baad apko btaya jayega ki apki jo train hai uss date mein available ! hai ya nhi waiting list mein hai ya nhi fhir apko ! niche book now ka option show hoga to apke samne kuch pop up show hoga agree ke ! option par click kar dena hai fhir aap payment window open ho jayegi fhir apko add ! new par click karna hai
Jo jo journey karege to aap unki detail fill kar dege add passenger par ! click kar dena hai to wo passenger add ho jayega jo jar he hai unko add kar dena hai ! fhir apko payment window open ho jayegi fhir apke samne kuch captch fill karne ! ko bolega to wo fill kar dena hai fhir apke payment method open ho jayege to aap jis ! se payment method se payment select karke pay now par click kar dena hai
My Booking
Yaha se aap apni ticket booking ko check kar sakte hai ki apki ticket book hai ya nhi
PNR Status
Ye hota hai ki dosto jo apki ticket hai uska status kya hai ki ! apka ticket waiting mein hai ya confirm hai wo check kar sakte hai
Cancel Ticket
Agar apko koi ticket cancel karni hai to aap cancel ticket ! ka option milega to apko cancel ticket kar dena hai
Refund
Agar apne koi ticket book ki aur wo apne cancel kar di to aap refund ke option par jake refund le sakte hai
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki
mobile se train ticket kaise book karen
to kuch problem ho to comment section mein puch sakte ho aur apne dosto ke sath share jarur kare aur hm milege ge apko ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat