Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ! ki apke phone mein jo aap hote hai android app ko hide kaise kare ye aaj hmm discuss ! karege iske bahut se tarike hote hai kuch tarike aaj btauga ek to aap app ke jariye ! kar sakte ho ek aap bina kisi app ke kisi bhi aap ko hide kar sakte ho
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap ! sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha ! par hm tech aur blogging se judi janakri share karte rhete hai agar aap unhe miss ! nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare
Dosto bahut baar kya hota hai ki kuch applications ! hoti hai jisme apka personal data hota hai aur aap chahte hai ki wo kisi ko na chale aur ! iss app ko hide kar deta hu ki koi ise chede na ek to whatsapp hide karte hai log ! jyada to mane aaj hi dekha tha ki log search kar rhe hai ki whatsapp hide kaise kare to ! ye bhi btayege in tariko se aap ye kar sakte hai
To chaliye aaj ka article start karte hai phele hm ! phone ki settings se hi janege ki aap app ko hide kaise kar sakte hai
Bina Kisi App Ke App Ko Hide Kaise Kare
To dosto ye kya hai ki isme hm apko btaye ki aap ! sirf apne phone ki settings se hi apne app ko hide kar sakte hai to dosto apko kya karna hai ! iske liye to wo hm points mein janege ki apko smjhne me jyada easy ho jaye ! apko problem na aaye
- Sabse phele apko kya karna hai
- Apne phone ki settings ko open karna hai
- Phone settings ko
- Jaise hi aap ise open kar lete ho wha par apko
- Apps ka option milega
- Uss par click karna hai
- Fhir apko wha app lock ka option milega
- Uss par click karna hai
- Fhir apke phone mein jitni bhi applications hai wo aa jayegi
- To apko upar show hoga hidden apps ka
- Uss par click karna hai
- Jo jo aap apko hide karne hai
- Unko tick kar dena hai
- To fhir apko wo kuch show karega ki aap inhe kaise open kar sakte hai
- Wo apko khud bta dega
- ya apko problem aaye to bta dena comment section mein
- m bta duga
To ab apko smjh mein aa gya hoga ki kaise iss app ko open karna hai ki ho hidden app jo ki hai show ho jayege aur ! yaha se bhi aap aur app’s ko hide kar sakte hai wha apko manage apps ka options ! show hoga uss par click karna hai to wo list apke samne open ho jayegi aur jo hide ! karne hai aur app’s unko select kar ke aap aur applications ko hide kar sakte ho
Ye tarika to tha ki aap bina kisi application ke ! app ko hide kar sakte hai kyu ki ye options apko kuch hi phone’s company mein ! milega ab aap baat karege ki jiske phone mein ye option nhi hai wo kaise kare ! kyu ki dono ki jrurt hai
Android App’s Ko Hide Kaise Kare
Ye apna dusra tarika hai ki aap kisi application’s ! se app ko hide kaise kar sakte hai to dosto chaliye ab isko bhi jante hai ki isme ! apko kya karna hai to btao isko kaise btaye points se hi ya wase smjh gya dosto ! points se to chaliye btate hai isko bhi points
- Sabse phele apko kya karna hai ki
- Playstore par jana hai
- Aur wha par apko search karna hai
- Hidden app
- Aur ye application download kar leni hai
- Jaise hi aap ise download kar lete ho to
- To ye apne app open ho jayega
- Jo jo applications hide karni hai unko select kar lena hai
- Select karte hi apko back ho jana hai
- Fhir aap ko iss par click karna hai
- App par to wo open ho jayga
ab aap bolo go ki bhai ye to wase hi open ! ho jata hai iss par lock to nhi lga to wo bhi btaye ge thoda ruko to shi
jaise hi aap isse open karo ge to apko bich ! mein settings ka logo aayega uss par click karna hai aur whi apko wha app hider ! protection ka option milega uss par click karna hai on kar lena hai fhir apko ye password ! set karne ko bolega password daal dena hai
isme aap photo’s aur video bhi hide kar sakte ho
conclusion
to bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki ! apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki android application app ko hide kaise kare pasand aaya to apne dosto ke sath bhi share kare aur ! unko bhi btaye iss app ke bare mein aur iss site ke bare mein jo ki apko tech ! se judi janakri share karti rheti hai
comment karke jrur btaye apko ye post kaisa lga ! aur kuch problem aaye to comment mein puch sakte ho to milte hai ese hi ! kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat