Magazine

Jio Phone Me Call Recording Kaise Kare

Posted on the 01 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm jane ge ki aap jio phone me call recording kaise kare agar aap jio phone ke store mein dekho ge to apko koi application nhi milegi phone recording ki to uske liye apko google se jakar ek application download karni hogi to chaliye aaj ka article start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai aur agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par tech aur blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

Dosto isme apko koi option nhi milta hai call recording ka lekin aaj mai tarika btauga aap uss se 100% call recording kar sakte hai jio phone mein

Jio Phone Me Call Recording Kaise Kare

  1. Sabse phele apko kya karna hai ki jio phone ke browser mein jana hai
  2. Wha fhir apko search karna hai jio call recording app
  3. Aur sabse upar wale link par click karna hai
  4. Ye apk pure site hai jaha se aap ye download karoge
  5. Aur fhir wha usko open karoge
  6. To wha download ka button show hoga
  7. Uss par click karna hai
  8. Aur recaptach feel karne ke bolega
  9. Kuch code show hoga wo feel karna hai
  10. Aur fhir apki downloading start ho jayegi
  11. Download hone ke baad aap call karo
  12. Red button ke upar wale button par click karna
  13. Wha par apko recording ka option show hoga
  14. Uss par click karna hai
  15. Aur apki recording start ho jayegi

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi ! jisme hamne apko btaya ki jio phone me call recording kaise kare ! umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga aur apne dosto ke sath share kare ! to bas aaj ke liye itna hi milte hai ! ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog