hello dosto aaj ke is post me hm janege ki google trends kya hai aur kaise use kare ge isko to chaliye ! aaj ka topic start karte hai ! ki ye kya hai ye apke bahut kaam aane wala hai
namskar dosto aap sabhi ka hmare iss blog par swagaat hai ! yaha apko blogging se judi jankari milegi ! agar aap hmare article time to time read karna chahte ho to ! hmare telegram channel join kare
ye ek esa tool hai ki jo ki google search engine ka hi hai ! aur aap ise free mein use kar sakte ho !
Google Trends Kya Hai
google trendsye ek tool hai joki google search engine ka hi hai ye ek esa tool hai jo ye btata hai ki kya kya search ho hai google par ye apko btata hai ! yaha par aap sabhi country ke check kar sakte hai ki ! kya search ho rha hai ! iski madat se aap topic dekh sakte ho ! iski madat se aap keywords ideas le sakte hai article ideas le sakte hai
Isme bahut si category apko mil jayegi buisness, entertainment, health, sci/teach, sports, top stories yaha par apko ye ye category milegi
Trends Kya Kya Mtlab Hota Hai
trends ka mtlab hota hai ki log kya pasand kar rhe hai ! kya search kar rhe hai aaj ke time ye aap iski mdat se check kar sakte hai ! par inn par ek time ke baad traffic kam ho jata hai ! lekin apko ye nhi ki post ko likha aur chod diya usko time to time update us se related keywords ! ke sath jaise apne koi article likha ki whatsapp new features to jaise aaj koi update aaya to usme add kar do new article na likhe
ab tak ye to pta chal gya ki aap iss se keywords ideas aur article dekh sakte ho ki kya jyada search chal rha hai ! ab iske har ek option ko discuss karege ki apko ache se pata chale
Google Trends Establishment Date
dosto ye mane apko btaya ki ye google search engine ka hi tool hai ! ye sab se pheli baar ye luanch hua tha 15 august 2008 mein hua tha!aur iska phele ke naam google insights for search tha ! baad me iska naam change hua hai aur wo date kab ki thi jab google insights for search se google trends kab kiya wo!date thi 27 december 2012 me iska naam, google trends kar diya tha
Google Trends Ko Use Kaise Kare
Sabse phele jab aap ise option karoge to app iske home page par hoge ! yaha par apko option milega ! ki enter search terms or topic mtlab yaha to aap koi topic dalo ya category dalo
yaha par apna topic dalo jo search karna hai !ye uske liye hai jisne article soch rakha hai bas keyword ideas le rhe ho ! fhir apne isme kuch dala jaise mane kuch dala blogging to ab screenshot dikhata hu
to ye ek side apke topic aa jayege agar apne kuch search kiya hai ! aur dusri side apko unki queries milegi yani ki keywords jo ki search ho rhe hai iske aage percentage hote hai ki din ke itne log search karte hai ! ye time aap upar select kar sakte hai ki apko kitne time ka dekhna
ye to hua ki koi aap article likh rhe ho uske keywords ke ideas lene ke liye ! aur ab baat karte hai ki aap ye kaise pata kare ki ! kya trending me chal rha hai ab wo bhi jaan lete hai
Trending Topic Search Kaise Kare
ab btate hai ki aap trending topic search kaise karte hai ! sabse phele aap apne google trends ke home page par aana hai ! aur wha aake apko left side teen strips dikhegi aur wha apko trending searches ka option milega uspe click karna hai ! jaise hi aap uspe click karte ho to apko kuch select karna hai
yaha apko real time search trends pe click karna hai fhir apko country select karni hai ! inko karne ke baad apko kya karna jis categories ke aap topic dhundana hai wo ! category ko select kare aur fhir jaise hi aap ye karte hai ! uske topic apke samne aa jayege
ese karke aap trending topics search kar sakte hai
Google Trends Tool Ke Kya Fayde Hai
google trends ke bahut se fayde hai
- Comparison of topic
- Location and region and sub region
- Real Time Topic
- Keyword Ideas
- Article Ideas
to ab ek ek karke btate hai ki ye kya hai !
Comparison Of Topic
yaha aap do topic ko compare kar sakte hai ki aap jis topic ko select kar rhe hai wo topic me dusre topic se jyada traffic hai!ya nhi kitne searches hai ye sab aap comparison mein pta kar sakte hai ! ye tha apna phele point ki google trends tool ke kya kya fayde hai
Location,Region And Sub Region
iss se aap country check kar sakte hai ! country bhi kya aap ye tak check kar sakre hai ki aap ke state se kitne searchs kar rhe hai uss topic ko ! ki kitne log apke states se usko check kar rhe hai ! har ek country ke searches check kar sakte hai uske states check kar sakte hai ki konse state ke jyada log is chij ko search kar rhe hai !
Real Time Topic
aap isme pichel 1hour tak ke bhi result check kar sakte hai ! sabhi tools itne fast nhi hai ki wo pichle 1hour ke result show kar dege isme aap kitne time ke ! searches dekh sakte ho 1hour aur 1din 30 din aur 12months tak ka result check kar saktte hai
Keyword Ideas
isme aap apne topic ke liye keyword ideas dhund sakte hai ! ye keyword apke jo paid tools hai unn se bhi ache hai ! kyoki ye google search engien ka hi tool hai iss liye ! to apko yhi suggeset karna chahta hu ki aap iss ko use karo na ki koi paid tool ka kyoki ye btate hai ki kitne log usko search kar rhe hai ! itna exact koi bhi nhi bta sakta
Article Ideas
jaise mane upar bhi bta diya iske bare mein jyada baat nhi kar sakte ! aap iski madat ye trending topic topic search kar sakte hai ! aap ek apne topic ko bhi check kar sakte hai ki apka topic kitne log search kar rhe hai
Final Thought
aaj ke liye bas itna hi ! umeeed karte hai ki apko hamar yha article acha lga hoga !jisme hamen apko btaya ki google trends kya hai aur google trends ka use kaise kare ! agar apko acha lga ho to comment jarur kare aur apne dost ke sath jarur share ! aur esi hi topic padhne ke liye hmare telegram channel ko join kare ! to milte hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bhart