Magazine

Google Search Console Ka New Update Mein Kya Hai

Posted on the 15 October 2020 by Technoharyana

Hello dosto welcome back new post aaj hm iss post mein baat karege google search console ka new update ke bare me jo ki ! ek bad update bhi hai to chaliye aaj ka topic start karte hai jante hai ki iss update mein kya ! new aaya kya wo shi hai ya nhi

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagat hai yadhi aap new hai to mein apko bta du ki ! yaha par hm blogging se judi jankari share karte hai yadhi app hmare post ! miss nhi karna chahte te to telegram channel ko join kare

Kl raat ko big update kiya hai google new twitte karke btaya tha kl raat 1bje ek new update hua hai jab aap koi post ! new dalte ho google search console to request index ka option aata hai to use remove kar diya gya hai kyo ki !ye tab use karna hota hai jab apka post index nhi ho rha! ho yani ki apke post ko 10 din ya 15din ho jaye tab use karne ka tha lekin log! isko har post ko publish karne ke baad isko jrur karte the taki unka post jaldi google search engine! me submit ho jaye aur post rank kar jaye

Lekin har koi iska har post ke baad use karne lag gye the index ka option! ka ab google ne decide kiya hai ki usko permantenly remove karne ka! aur jo purane method se ab apke post index hoge to wo option ab remove ho jayega

Ab Post Ko Index Kaise Kare

Google ka ek regular method hai jis se apka post index hoga isme teen steps hai

  1. Ab apko kya karna ek page tyar karna padega jisme apke saare post ke url hoge yani ki sitemap page wo tyar karna padega ab
  2. Blog ko verify kar lena hai google search console aur sitemap generate kar lena hai
  3. Aur last step ye hoga ki apko ab google pe chod dena hai ki wo kab tak apke post ko index karege

Dosto jo phele wala step btaya tha ki sitemap page create karna hai wo jrur create karna padega! ab kyu ki index ka option remove kar diya hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi ye ek google search console ka new update aaya tha to apko btana jruri! tha aur apne dosto ke sath jrur share kare agar unko bhi nhi pta hai to ye baat ! ye ek bad update hai dosto ab google ki marji hogi tabhi apka post index hoga

Comment karke jrur btaye apko ye update kaisa lga google search console new update to milte hai ! next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog