Magazine

Google Chrome Ki Language Kaise Change Kare

Posted on the 03 December 2020 by Technoharyana

How to change google language in hindi !aaj hm ye discuss karege bahut baar kya hota hai ki hm chahte hai ki ye hm apni ! language mein read kare bahut si esi site hoti hai jo ki bahut si language mein ! convert kar sakte hai maan li jiye aap koi article padhna chahte ho lekin wo English ! mein aur apko nhi aati hai to wo hindi mein read karna chahte ho to esa karke aap ! wo read kar sakte hai lekin iske liye jis website par aap padh rhe ho wo usko access ! kar paye agar unki site mein translation nhi hai to aap nhi padh sakte to ! chaliye aaj ka article start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap ! sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha ! par hm tech aur blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss ! nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kar sakte hai

To chaliye bahut hua discussion ab chalte hai apne ! article ki traf apka time waste na karte hue kaam ki baat start karte hai

Google(Chrome) Ki Language Kaise Change Kare

Ye hm points ke jariye smjhte hai apko aasani hogi

  • Sabse phele apko kya karna hai apne google chrome mein jana hai
  • Phone, tab ya pc ya laptop kuch bhi ho
  • Usme chrome open karna hai
  • Right side mein apko upar ki traf teen dot show hogi
google chrome ki language kaise change kare
  • Ye wali iss par click karna hai
  • Setting ka option show hoga uss par click karna hai
  • Wha par apko language ka option show hoga
  • Uss par click kare
  • Wha apke phele se kuch language select milegi
  • Jis language mein aap chahte hai
  • Wo aap add kar sakte hai
  • Add language ka option show hoga whi par
  • Uss par click kare
  • Aur apni language select kar sakte hai

To dosto ese  karke aap google chorme ki language change kar sakte ho

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki apko hamra article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya hai ki google chorme ki language kaise change kare apne dosto ke sath bhi share kare aur kuch problem ho to aap comment section mein puch sakte hai to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog