Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki fm whatsapp download kaise kare aur iske features ke bare! me jaanege apne iss ke bare me jrur suna hoga fm whatsapp ke bare mein iski full !form hoti hai fouad mokdad whatsapp to isko hm jaange aur download kaise kare !aur install kaise kare
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar! aaye hai to m bta du ki yaha par hm tech se judi jankari share karte rhete hai! agar aap unhe miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare
FmWhatsapp ke jo users hai wo 5millions se bhi jyada hai iske bahut se alag features hai! ek normal whatsapp ke mukable last seen hide karna blue tick ko hide karna anti delete! msg aur bhi iske features hai iske jinko hm ek ek karke janege
Fm whatsapp download 2020 latest version
Fm whatsapp kya hai ye whatsapp ke msg send karne ke kaam aata hai lekin fmwhatsapp mein apko! kuch features aur add ho jate hai jo ki apko apne official whatsapp! mein nhi milege
Features of FMWhatsapp
- Media Sharing: FMWhatsapp apko ek jabardast features mil rha hai aap isme 30 se jyada image send kar sakte hai ek baar mein isme aap 700mb se jyada ki file send nhi kar sakte lekin isme esa kuch bhi nhi hai isme apko koi limit nhi milegi
- Lock application: iss app mein apko lock karne ka bhi option mil jayega jo ki apko official whatsapp mein nhi milega yha application ko lock karne ki! suwida deta hai jiska use karke aap apne !whatsapp app ko lock kar sakte hai
- Delete msg : isme aap jo agle ne send kiya msg agar delete! kar de aur aap ne nhi dekh ho to isme wo msg aap seen kar sakte ho
- Chat pin : aap apne official whatsapp me sirf teen! chat ko hi pin kar sakte ho isme aap 100 chat ko pin kar sakte ho
Ye kuch features hai jo mane apko! bta diye aur bahut se bhi hai jo ki apko fmwhatsapp me milege! official whatsapp mein nhi
FmWhatsapp Install kaise kare
Sabse phele kya karna hai !iss app ko download kar lena hai link upar diya hua hai jaise hi aap download kar lete hai to apko esi download mein show hoga
To iss par click kar lena hai! fhir apke samne esa interface aaye ga apko continue par click kar dena hai
Fhir apka fmwhatsapp install ho jayega
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye itna hi jisme hmne apko btaya ki fm whatsapp download kaise kare aur! fmwhatsapp ke features kya hai aur install kaise kare ye sab aaj hmne article me jana! umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga to bas milte hai ese! hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat