Magazine

Facebook Par Page Kaise Banaye Janiye Hindi Mein

Posted on the 15 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki facebook par page kaise banaye kyu ki agar aap koi bhi kaam karna chahte hai aur wha par aap chahte ho ki ussi category ke bande ho to aap facebook par page bna sakte hai ya fhir wo apke blog ka page ho ya fhir apki site ka page ho fhir kisi aur kaam ke liye to aaj yhi btaye ge to post ko badhe hi dhyan se padhiye ga

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swaagat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par hm tech aur blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

To dosto apka facebook page hona bahut jruri hai ki wha par aap ek category ki audience ko hold kar sakte ho ye kaam aap aur jaghe bhi kar sakte hai lekin agar hm social media ki baat kare to ye sab se bda platform hai jo log use karte hai auro ke comparison mein iss se apko bahut fayde milege

Agar apka blog hai to aap apni site ke liye traffic generate kar sakte hai ya fhir aap koi aur kaam ke liye kar rhe ho to wo kar sakte ho koi services sell kar rhe ho ya aap khud ke product sell kar rhe ho ya fhir aap affiliate marketing kar rhe ho to apko facebook page ki jrurt padegi to iss liye aaj apke liye post leke aaye hai

Facebook Par Page Kaise Banaye

To dosto sab se phele apko kya karna hoga ki apko apne facebook account par login ho lena hai jaise hi aap login ho jate ho to agar aap phone use kar rhe ho to usme apko top mein right side teen strip show hogi uss par click karna hai aur agar aap pc main bna rhe ho to left side mein page ka option show hoga aur yhi kaam apko phone mein karna hai jaise hi aap page par click karoge to apko upar ki traf create ka option aaye ga jaise aap iss photo mein dekh sakte ho

facebook par page kaise banaye

Iss par click karna hai aur fhir apse kuch puche ga phele to get start ka option aaye ga uss par click karna hai fhir apse apke page ka naam puche ga ki aap apne page ka naam kya rakhna chahte ho to wo apko daal dena hai agar aap kuch services ya product sell karna chahte ho to niche on kar lena hai

facebook par page kaise banaye

Fhir jaise hi aap next par click karoge to apko category puchega ki ! kis chij ki rakhna chahte ho personal blog, product/services, art ya musician/band ! iss mein se ek category choose kar leni hai aur next par click kar dena hai

Jaise hi aap itna kar lete hai fhir apko apni site ka url dalne ! ko bolega agar apki khud ki site hai to wo daal ! sakte hai nhi to aap isko next par click karke chod sakte hai ye optional hai lekin ! agar apko site hai to bta du ki aap apne ! blog ya site par jana aur wha se url ko copy ! karna aur yha ake paste kar dena hai manually apko type nhi karni hai kyu ! ki bahut baar kya hota hai ki apni site https par hoti hai lekin hm http par kar dete ! hai ya fhir in mein se koi bhi nhi lgate khul to jayegi lekin uss se apko problem hogi

Fhir apko apne page ke liye logo wagera puche ge to apko apne page ka logo add karke next par ! click kar dena hai aur uske baad apko cover page ke liye bolege ye hota hai ki apke ! page ki background ki photo bol sakte hai to ye bhi apko add kar deni hai aur fhir ! apke samne visit page ka option aaye ga

facebook par page kaise banaye

Ese karke aap apne blog ya aur kisi kaam ke liye facebook par page bna sakte ho

Kuch Jruri Baate Facebook Page Se Judi

Agar aap ek blogger hai to bta du ki iss se apko traffic mein to fayda hoga hi hoga iske sath sath apki site ki authority bhi high hogi aur jo mane btaya tha na ki site add karni hai wo apke blog ke liye backlink ka kaam karti hai ese karke aap backlink bhi le sakte hai apne blog ya site ke liye

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi ! umeed karte hai ki apko pasand aaya hoga hmare article jisme hamne apko btaya ! ki facebook par page kaise banaye agar apko kisi bhi tarhe ki problem aati hai to ! aap hame comment section mein puch sakte hai aur apne dosto ke ! sath jrur share kare

Aaj ke liye mujhe lagta hai kaafi hai ! aur milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog