Magazine

Facebook Account Delete Kaise Kare Mobile Mein

Posted on the 11 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm janege ki facebook delete kaise kare iska bilkul aasan tarika btane ja rha hu jiski madat se aap bilkul aasani ke sath aap apna facebook account delete kar sakte hai isme apko kuch nhi karna hai na koi setting mein jana na khi kisi settings ko itne pange kyu karne jab main aaj mai apko ek acha tarika btauga to chaliye aaj ka topic start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par hm blogging aur tech se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko abhi join kare

To dosto aaj ek esa function btauga jis se aap simple koi bhi account delete kar sakte hai aap apne phone se

Facebook account delete kaise kare

Wase agar aap deactivate karna chahte ho to wo bhi kar sakte hai uss se kya hoga ki apka account kuch time ke liye deactivate ho jayega aur wo apka account permanently delete nhi hoga agar apko apne account ko permanently delete karna hai to apko kya karna hai ab wo dekhiye

  • Sabse phele apko apne phone ke browser mein jana hai
  • Agar aap ke pass app hai facebook ka to usko open nhi karna hai
  • Jab aap browser open kar lete ho
  • To usme apko search karna hai
  • Facebook.com ye apko search karna hai
  • Uske baad apko login hone ka option aaye ga to apko login nhi karna hai
  • Wha apko upper url par click karna hai
facebook account delete kaise kare
  • Fhir apka url open ho jayega wha par pencil ka option aayega
  • Uss par click karna hai
  • Fhir kya karna hai apko uss url mein likhna hoga
  • url box mein facebook.com/help/delete_account likh kar search kar dena hai
  • bilkul same yhi aur apko kuch nhi dalna hai
  • fhir apko login hone ko bolega to apko login karna hai
  • password dalna hai
  • fhir apse submit karne ko bolega
  • to submit par click kar dena hai

ese karke aap apna facebook account delete kar sakte hai 14din ke undar apka account delete ho jayega lekin apko ek baat dhyan rakhni hai ki apko login nhi karna hai bich mein to bas itna sa kaam apko karna hai simple sa tarika hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi bs jisme hmne apko btaya ki how to delete facebook account in hindi umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga aur apne dosto ke sath share kare aur hme support kare to bas milte hai next post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog