Magazine

Digital Marketing Kya Hai Puri Jankari

Posted on the 03 January 2021 by Technoharyana

Hello dosto aaj ke hm apne article mein janege ki ! digital marketing kya hai digital markting kitne parkar ki hoti hai ! aur digital marketing ki jarurt kyu hai aur digital marketing aaj ke time mein shi hai ! ya nhi to dosto badhe dhyan se iss article ko read kare agar aap digital marketing ! mein apna carrier built karna chahte hai to chaliye aaj ka article start karte hai

Aaj ke time mein dosto sab kuch online hone ke karan aap ! ghar bethe kaam kar sakte hai iske liye apko koi dhukan ya koi institute open nhi karna hai ! agra apko digital marketing aati hai to aap apne kamre mein ! bethe kaam karke paise kma skate hai

Jaise ki online shopping, jo bhi hm internet par kaam kar rhe hai ! jaise ki online transaction ye sabhi hm internet ke jariye karne lag gye hai to ! internet users din bar badhte ja rhe hai to iss se digital marketing ko log apna rhe hai ! jaise aap karte bhi hoge agar apko koi shoes wagera ya koi aur product buy karte hai ! to phele usko online research karte hai ki iske reviews kya hai aur price kya hai to ! iske liye company ya kisi business ke liye digital marketing important hai

Digital Marketing Kya Hai

To dosto ab tak apko kuch to smjh aaya hoga ki agar hm koi ! online business karte hai yani ki hm apne product ko sell karte hai yani ki uski marketing karte hai ! to wo digital marketing mein aata hai agar hm baat kare to ki digital marketing kab ! suru hui to dosto 1990 mein digital marketing ki suruwat hoti thi agar hm digital marketing ! ki start karni hai to aap internet, computer, website ke jariye connect ho sakte hai

Digital marketing ek esa platform hai ! jaha par aap bahut se logo ke sath connect ho sakte ho aur unke sath aap apne product ko ! share kar sakte hai product ho ya apke pass koi service ho ise aap online marketing bhi bol sakte hai

Digital Marketing Kyo Jaruri Hai

Agar hm baat kare ki hm digital marketing jaruri hai to apko bta du ! ki aap koi online kaam suru karna chahte hai to apko digital marketing ki jarurt padti hai ! aur aaj ke time ko dekh ke mai apko bta du ki apko digital marketing ka pta hona ! chaiye kyu ki din parti din internet user badh rhe hai to aap isme aap ! apne acha carrier bna sakte hai

Jaise pta hai apko iss time mein sabhi online paise kma rhe hai ! to aap bhi kma sakte hai agar aap job bhi kar rhe hai to mai apko yhi suggest karuga ki ! aap bhi part time isko start kare aaj ke time mein log apna time save kar rhe hai ki ! unko ghar bethe whi chij mil jaye jo unhe chaiye hai market na jana pade yaha par ! aap wo kaam kar sakte hai aap apne product ko logo ke sath share karke dikha sakte hai ! jisko wo chaiye hoga wo le lega

To aaj ke time mein har koi chahta hai ki wo apne business ko online ! leke jaiye kyu ki iss se bahut fayda hai yaha par aap ek time par bahut se logo ko ! apni service aur product ko share kar sakte hai

Digital Marketing Ke Parkaar

Apko bta du ki digital marketing karne ka sabse phela tarika yhi hai ! ki internet ki jarurt padegi hm internet bahut si website se suru kar sakte hai ! iske kuch types hai jo ki apko bta du

Social media ke jariye aap suru kar sakte hai

Social media bahut si site ka ek esa platform hai jaha par log apko ! milege aur bahut kam log hoge jo ki social media se connect na ho jaise facebook, telegram, twitter, Instagram ! aur bahut si site hai yaha par aap ek time par hazro logo ke sath share kar sakte hai ! yaha par aap apne product ko share kar sakte hai

Email marketing

Agar aap ko email likhne mein expert hai to apko bta du ki bahut si ! company hoti hai jo ki apne product ko email ke jariye logo ke sath share karte hai ! to ye kaam har company aur har business ke liye jaruri hai to aap ! email markting kar ke digital marketing ki surwat kar sakte hai

Youtube Channel

Iss se aap videos bnane mein expert hai to aap ! youtube par channel bna ke logo ke sath apni knowledge ko share kar sakte hai aur ! aaj ke time mein kuch bhi janna ho log youtube par jate hai aur yaha par apko ! bahut badi sankhya mein log milege jiske sath aap apni knowledge share kar sakte hai

Youtube channel kaise banaye

Affiliate Marketing

Agar apke pass achi community hai yani bahut ! se log connect apke social media platform par ya youtube channel par to aap ye kaam bhi ! kar sakte hai ki logo ke samne kisi company ka product leke jana aur wo company ! apko badle mein commission deti hai to aap ye kaam bhi kar sakte hai

Affiliate marketing kya hai kaise suru kare

Search Engine Optimization

Agar apko ye karna aata hai to apko pass bahut kaam kyu ki ! har koi chahta hai ki uski website google mein rank kare aur uske traffic mile aur ! uski site ki achi earning ho aur apko wo uske badle mein paise dega jo ki uss website ka owner hai

To inn sabhi ke jariye aap digital marketing ki surwat kar sakte hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ! ki apko hamar article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya hai ki

digital markting kya hota hai in hindi

aur kuch puchna comment section mein puch sakte hai aur apne dosto ke sath share kare aur hm apko milege ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog