Magazine

Comment Se Backlink Kaise Banaye

Posted on the 14 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki aap comment se backlink kaise banaye ! ye aaj hm discuss karege ye bahut chota sa topic ! hai lekin ye important kyu ki backlinks se apka post aur apke ! blog ka traffic increase hota hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai ! aur agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par hm blogging se judi janakri ! share karte rhete hai agar aap hmare post miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kar sakte hai

Dosto mere mind of concept ye bolta hai ki agar apke blog ke backlinks hai ache to aap apne ! blog ki authority increase hogi aur uss se apke blog ki ranking increase hogi aur ! uss se apke post ki rank increase hogi aur dheere dheere uss se apko organic ! traffic milna start hoga ye tha mera concept

Agar iss algorithum par google kaam karta hai to apke blog ke liye backlinks hone bahut jruri ! hai wase to mane bta rakhe hai backlinks bnane ke bahut se points lekin comment se kaise backlinks banaye ! ye mane khi par bhi nhi bta rakha to socha ki iske bare mein btau to chaliye apko btate hai kaise kya kuch karna hai isme apko

Comment se backlinks kaise banaye

Dosto jab aap kisi ki site ya blog ko visit karte ho to apko wha comment ka option milta hai to aap wha comment jrur ! kiya karo aur comment kuch esa pucho ya uss post ke ache points likho ki mujhe ye ! sab pasand aaya unki thodi si tareef kiya karo iske piche ka ek reason hai wo kya hai ! ki wo apke comment ko approve karege aur apka comment show hona start ho ! jayega to iss se apko nofollow backlink milta hai

Ab aap bolo ge ki nofollow backlinks se kya hota hai bahut kuch hota hai agar aap ye soch rhe ho ki mai apne blog ke liye ! sabhi dofollow backlinks create karu to aap glat ho kyu ki iss se apke uppar google search engine ! ko spaming lagne lage ki kyu ki ek blog ke kuch nofollow backlinks bhi hote hai esa koi ! blog nhi hoga jiske saare ke saare backlinks dofollow ho iska ulta jrur hota hai ki ! nofollow backlinks ki quantity jyada milegi dofollow backlinks ke comparison mein ye ! aap kisi bhi blog ya site ki check kar sakte hai

Blogger

To dosto iske liye apko kya karna hai kuch blog blogger ! pe hote hai aur kuch wordpress par hote hai to blogger mein to apko simple ! comment karna hai website ka link wagera khi par bhi nhi dena hai lekin usme apko ! ek baat dekhni hai ki aap ussi gmail se comment karo jis par apka blog hai to wo ! automatic apke blogger ke sath connect kar dega

WordPress

Lekin kuch blog wordpress par hote hai to usme apko ! kya karna hai jab aap comment karte ho to kuch box hote hai ki name, gmail, website ye teen option hote hai aur ek massage ka to dosto jo website ka box hota ! hai usme aap apni site ya blog ka url do uss se kya hoga ki apke name ke option ! ko website box ko connect kar deta hai jis se koi bhi person apke naam pe click karta hai to wo apke blog par drive ho jayega

comment se backlink kaise banaye

To ye jo website ka option me aap apni website ka ya kisi ! post ka link de sakte ho agar aap kisi post ka link dete ho to wo backlinks apke post ! ke liye ho jayega lekin wo backlinks apke blog ke liye bhi count hoga ye nhi ki apke ! post ke backlinks apke count nhi hoge

Lekin apko ek baat dhyan rakhni hai ki apko khi par bhi html coding ka use karke comment nhi likhna hai kyu ki wo backlinks apka remove kar dega ya spam kar dega to uss se apke post ke liye thik nhi hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki comment se backlink kaise banaye to ye tha aaj ka article comment karke jrur btaye apko post kaisa lga aur ek jruri baat ki agar aap comment nhi karte ho to ye adaat daal lo ki aap comment karna start kar do ye apke blog ke liye bhi thik hai kyu ki iss se apko backlinks milege

Agar apko lagta hai ki hamne kuch achi jankari share ki hai to apne dosto ke sath bhi share kar sakte hai to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog