Magazine

Blogger Blog Ko WordPress Par Transfer Kaise Kare

Posted on the 06 January 2021 by Technoharyana

Hello dosto aaj ke hm iss article mein janege ki aap ! blogger blog ko wordpress par transfer kaise kare ! to dosto jab hm starting karte hai tab hm apne blogspot ki madat se blog bante hai fhir aap ! chahte ho ki wordpress par convert kaise kare apne blog ko blogger se to ye ! aaj hm apne article mein jange to chaliye aaj ka article start karte hai

To dosto sabse phele to apko hosting aur uska ! dns name server update kar dena hai aur jab aap ye kaam kar lete hai tab apka kaam ! aata hai ki blogger blog ko wordpress par convert kaise kare ye kaaam apka aata hai ! to ab aage step btau wo apko karne hai to chaliye btate hai ab apko

Blogger Blog Ko WordPress Par Transfer Kaise Kare

To dosto sab se phele apko kya karna hai ki apne blogger.com ! ki site par jana hai aur wha apko apni gmail daal ke apne blog ke dashboard ko open karna hai ! aur wha apko kya karna hai ki setting ke option par click karna hoga ye apko ! left side ke slide mein milega

Settings>Manage Blog>Backup Content

To dosto ye kaam karna hai agr apko smjh mein nhi aaya hai to ! apko bta du ki sabse phele apne blog ki setting open karni hai wha apko scroll down karte hi ! manage blog ka ek option show hoga usme apko backup ka option hoga uss par click karna hai ! aur apke pass download ka option aaye ga uss par click karna hai apke ! blog ka content successfully download ho jayega

Ab apko kya karna hai ki apne wordpress.com ! ki site par jana hai wha apni mail wagera dalni hai jaise hi aap ye kaam kar lete hai ! apne wordpress ke dashboard mein aa jana hai wha apko tool ka option show hoga uss par click karna hai

blogger blog ko wordpress par transfer kaise kare

Isme apko import par click karna hai jaise aap ! upar screenshot mein dekh sakte ho aur uss par jaise hi click karte ho to

blogger blog ko wordpress par transfer kaise kare

To ye page open hoga usme sabse phele wale ko install kar lena hai

blogger blog ko wordpress par transfer kaise kare

Jaise hi aap isko install kar lete ho to apko ! run import ka option show hoga yhi pe uss par click karna hai

blogger blog ko wordpress par transfer kaise kare

Ye upar aap dekh sakte hai esa page open hoga run import par ! click karte hi aur jo apne blogger blog ka content backup download kiya hai wo file ! yaha apko install karni hai to ese karke aap blogger blog ko wordpress par transerf kar sakte hai ! aur jo ki apke blogger blog ko wo aap delete kar dena jaise ! hi apke saare content aa jaye isme apke page nhi aayege

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki apko ! hamar article pasand aaya hoga jisme apne apko btaya ki blogger blog ko wordpress par transfer kaise kare to apne dosto ke sath jarur share kare aur kuch ! problem aaye to aap comment section mein btaiye apko apke swaal ka jaldi jawab ! dege to hm apko milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog