Magazine

Blog Par Traffic Kam Hone Ke Karan

Posted on the 09 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karege ki blog par traffic kam hone ke karan kya hai jiski wajhe se apke! blog par traffic kam ho jata hai dheere dheere new blogger jab bhi blog bnate hai !to ye chij unko face karni padhti hai lekin unko ye nhi pta hota hai ki ye kyu hota hai! aaj hm yhi janege to chaliye aaj ka topic start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap ! pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par hm blogging se judi jankari share karte ! rhete hai agar aap wo miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

Dosto kya hota hai ki jab aap blog bnate hai to uske! kuch din starting ke views ache aate hai lekin kuch time baad kya hota hai ki wo views! jo hai kam hone start ho jate hai jiska karan kya hota hai wo ! jaldi se pta nhi kar pate hai

Jis se wo demotivate ho jate hai ! aur kuch blogging chod dete hai lekin kuch karte rhete hai lekin ! unko pta nhi chalta hai

Regular Update Na Hona

Jab aap new blog bnate ho tab to aap uss par josh josh mein post dalte ho lekin kuch time baad aap ! post likhna band kar dete ho ki ye soch ke ki mere blog par traffic jo hai raat raat mein ! aa jayege ya alas ki wajhe se post nhi kar pate hai ki aaj nhi kal post daluga ek to ! hota hai ye karna aur iss se apke blog par kaise nuksan hota hai ki jab starting mein ! post dalte ho to google search engine ye dekhta hai ki aap kitne din baad apne blog ! ko update karte ho

Wo ye chij kuch din ! tak dekhta hai jiske karna use lagta hai ki aap har roj post dalte ho aur har roj update ! rhete ho aur jaise hi aap miss karne lag jate ho to wo apka blog google search engine ! par ranking down karne lag jata hai

Promote Ache Se Na Karna

Aap kya karte ho ki starting mein aap har jaghe share karte ho lekin kuch time baad aap apne blog ko promote ! nhi karte ho jiske karan kya hota hai ki apke blog par traffic down hone ! lag jata hai to apko kya karan starting mein apko apne blog ko ache se promote ! karna hoga agar apko nhi pta ki blog ko kaha kaha promote karna hai to iske upar ! hamne post likh rakha hai

Blog ko kaha kaha promote kare

Template/Theme Change Karte Rhena

Ek to jab aap new blog bnate hai tab aap apne blog ke template ko change karte rhete ho kabhi ! kaisa kabhi kaisa uss se kya hota hai ki apke users ko ye lagta hai ki aap kisi glat site ! par aa gye hai to wo drop down ho jate hai to ek ye karan bhi hota hai traffic kam ! hone ka blog par

Copyright Content

Jab aap kisi ka content copy karke aap apni site par dalte ho to uss se apki site ko bahut nuskan ! hota hai ki apki site google search engine par kamjor ho jati hai to ye galti bhi apko nhi ! karni hai jo bhi aap post likh rhe ho to kooshish yhi rakho ki aap kam likh lo lekin ! khi se copy mat karo jo aap photo bhi use ! kar rhe ho wo bhi copyright free image ko use karo iss chij se apke ! blog par bahut effect padta hai

Title Ko Glat Likhna

New blogger kya karte hai kuch esi headings ka use ! karte hai ki wo wrong way hota hai ki apke title ki heading kuch aur bol rhi hai aur ! apka article kuch aur bol rha hai ki shocking title dalte hai views ke chakar mein jo ki ! sabse badi galti hoti hai jis se apke users ko ye lagta hai ki koi mtlab ki baat nhi ! likhta hai to wo apke blog par wapis nhi aate hai

Off Page SEO Na Karna

Apko kya karna hai ki har roj apko apne blog ka off page seo karna hai ki backlinks bnana quality content likhna ye chij apko har roj! karni hogi ye apko lagtar karte rhena hoga ye ek din mein karne se nhi increase ! hoga iss par apko pura focus dena hoga tab jake apke blog ka off page seo hoga to ye ! chij apko ignore nhi karni hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki ! apko hmara post pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki new blog par traffic kam hone ke karan jo new blogger karte hai aur unko smjh nhi aata hai aur! apko mehnat karni padegi apko apne blog par har roj update rhena hoga dosto ! tab jake apke blog ki authority increase hogi

Comment section mein aap kuch puchna chahte ho to puch sakte ho aur apne dosto ke sath share jrur kare aur milte hai ese kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog