Magazine

AQI(Air Quality Index) Kya Hota Hai Kaise Check Kare

Posted on the 05 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki ! aqi kya hota hai yani ki air quality index kya hota hai aur kaise check kare ki aap jaha rh ! rhe hai uski air quality kitni hai aap jaha rh rhe hai wo air kitni healthy hai to chaliye ! aaj ke article mein janege

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka ! hmare blog par swgaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par tech ! aur internet se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna ! chahte to hmare telegram channel ko join kare

To dosto air quality index ko hindi mein bola jata hai wayu gunwata suchak ye ek number ! hota hai ki jo hmare enviorment mein air uski quality ko check karta hai ki ye air apke ! liye thik hai ya nhi kuch numbers hote hai jinko bhi hm jange har ek country ka ! alag air quality index hota hai ye pollution ke upar depend karta hai

AQI (Air Quality Index) Kya Hota Hai

Ye hmari air ki quality ko check karke hme ! btata hai ki app jis environment mein rhe rhe ho uski air kitni purify hai wo apke liye ! thik hai ya nhi to ise air quality index bola jata hai yani ki AQI ! India mein AQI ko Ministry Of Environment ne launch kiya hai ise number aur color ke bases par ! launch kiya hai AQI ko iske reading ke aadhar par 6 category mein divide kiya hai to wo konsi konsi ! category hai to chaliye jante hai

0-50 ke biche agar show karta hai to apki air hai jaha aap rh rhe hai wo bahut achi hai ! fhir aata hai 51-100 ke bich ki baat yani ! ki apki jo air na wo achi hai na apke health ke liye khrab hai lekin ! dhyan dene ki jrurat hai fhir aata hai ! 101-200 bich jo ki medium hota hai ! fhir 201-300 ke bich jo ki khrab ! hai fhir aata hai 301-400 jo ki bahut khrab hai ! fhir aata hai 400-500 ke bich jo ki apke health ke liye thik nhi hai

AQI Kis Bases Par Tay Karta Hai

India mein aqi 8 pollution se tay hoti hai ! wo kon kon se hai wo bhi jan lijiye (PM 2.5, PM10, NO2,CO2,SO2, O3, NH3, aur PB) ! inn karko aadhar par AQI tay ki jati hai ab jante hai ki apko pta chal gya hai lekin apko ye kaise pta chalega ki aaj aap jis area ke undar uski AQI quality kitni hai

AQI Kaise Check Kare

To chaliye dosto ab apko btate hai ki ! AQI Kaise check kare apne mobile phone se to chaliye kuch points ke jariye jante hai

  • Sabse phele apko kya karna hai
  • Apke phone mein ek weather ki application nhi hai
  • to aap play store se download kar sakte hai
  • usko open karna hai upar ki traf apko temperature show hoga
  • wha uske niche AQI karke kuch show hoga
aqi kya hota hai
  • iss photo mein dekh sakte hai
  • uss par click karna hai
  • to pura apke samne show kar dega ki
  • apke air ki quality kaisi hai
aqi kya hota hai

jaisa aap iss screenshot mein dekh sakte ho to ese karke aap AQI check kar sakte hai apne phone mobile se

Conclusion

to bas dosto aaj ke liye bas itna hi ! umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme apne apko btaya ki AQI kya hota hai aur kaise check kare apne environment ki air quality index check kar sakte hai pasand aaya ho to apne dosto ke sath bhi share kare unko bhi iss chij ka pta chal jaye to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog