Magazine

Apni Youtube Video Par Tags Kaise Lagaye In Hindi

Posted on the 19 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm apko yotube category ka ek post discuss ! karege jo ki hai ki aap apni youtube video par tags kaise lagaye puri jankari ! apko milegi ki ye hm kyu lgate hai iska kya fayda hai aur kaise inko add kare aur kaise ! search kare ye sab hmm aaj apne iss post mein janege to chaliye aaj ka article ! start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka ! hmare blog par swgaat hai agar aap pheli baar aaye hai to yaha par hm blogging ! aur youtube se related jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna ! chahte to hmare telegram channel ko join kare

Dosto agar apki videos par views nhi aa rhe hai ya fhir aapne ! abhi youtube channel start kiya hai to apko iski knowledge kam hogi ya apko pta hi ! nhi hoga ki ye hota kya hai to aaj hm apko puri detail mein btayege ki ye kya ! hota hai aur kaise aap iski madat se aap apni videos par views increase kar sakte hai ! to start kare

Tags kya hota hai

Agar hm isko apni simple language mein bole to ye ek sirf ! word hota hai ki maan li jiye apni video upload ki aur uss par bahut saari videos hai ! aur agar aap tags ka use nhi karte hai to youtube ko ye smjh nhi aata hai ki apki video ! kaha kaha par rank karwaye to apko apni video ke undar tags ka use karna bahut ! jruri hai to aap smjh gye hoge ki tags kya hota hai yani ki ye ! sirf word hote hai ki aap unko ye bta pao ki ye video kis kis word par aani chaiye

Man li jiye aapne video bnayi seo kaise kare to aap agar tags mein use karte ho ki

Seo ki puri jankari, seo kaise kare, seo kya hai agar ye sab dalte hai ! to aap ki video in words par bhi rank karegi ab apko smjh aa gya hoga ki tags ki ! importance kya hai aur kaise iss se apki video par views increase hoge

Tags Kaise Add Kare

Jab aap video upload karte hai to apko wha par tags ka format ! show hoga agar aap phone mein video upload kar rhe ho to esa interface aaye ga ! jisa aap niche iss screenshot mein dekh sakte ho ese karke aap video par tags kaise lgaye ye clear ho jayega apke mind se

video par tags kaise lagaye

 to apko kya karna hai ki jo bhi aap tags daal rhe ho uske baad ! apko comma jrur lgana hai taki apka wo tag dusro se separate ho jayega taki apke ! tags mix na ho to ye to tha phone ka aur apko btate hai ki video aap apne ! pc ya laptop mein upload karte ho to wha tags kaha show hote hai

video par tags kaise lagaye

to apko niche show hoge tags ka formate show hoga jaisa ! upar aap screenshot mein dekh sakte hai

Tags Mein Kya Likhe

Ab dimag mein aata hai ki ye to pta chal gya ki tags kaise ! add kare to tags mein kya likhe to ye bhi jan na jruri hai jo jo main words hai ! wo apko tags mein likhne hoge jaisa apne video mein jo jo chij apne btayi hai jaise ! ki maan li jiye mane koi video upload ki custom domain name ke upar ! to main kya kya likhuga to aap iss screenshot mein dekh sakte ho apko ek baat ka ! dhyan rakhna hai har ek video ke tags mein apne channel ka naam jrur dalna hai ki ! jo bhi apke channel ka naam search kare to use wha video bhi show ho  

video par tags kaise lagaye

To ese apko idea lagan hoga ki log kya kya search kar rhe hai to ye apko dekhna hoga ! aap iske liye tech buddy app ki madat bhi le sakte hai jo apko bta dega ki kis tags par! kitna competition hai aur kitne log search kar rhe hai agar apko usko tutorial ! chaiye hai to aap bta sakte hai comment mein hm uske upar bhi article tyar kar dege

 Tags Kaise Find Kare

Bahut baar kya hota hai ki apko pta nhi hota hai ki tags mein kya likhe smjh nhi aata hai to ! apko kya karna hai ki kisi ussi se related video ko dhundna hai ek youtuber ki agar aap ! phone use kar rhe hai uske liye alag hai aur agar aap pc ya laptop use kar rhe hai to uske liye alag hai

Kisi Bhi Video Ke Tags Kaise Nikale Phone Mein

To sabse phele apko kya karna hai ki playstore par jana hai aur wha apko search karna hai ! ki tags naam dalna hai aur search karna hai tags you app ko jiska interface ! aap niche dekh sakte hai

video par tags kaise lagaye

Isko download kar lena hai aur isko open kar lena hai ! jaise hi aap wo download kar lete hai fhir apke samne esa interface aaye ga

video par tags kaise lagaye

aur wha par apko get tags from url ka option milega uss ! par click karna hai jis video ke apko tags chaiye hai usko url apko copy kar lena hai paste ! kar dena hai aur check par click kar dena hai fhir apke samne uss video ke ! tags aa jayege aur ek ek karke aap apni video mein add kar sakte ho lekin uske ! channel ka naam apke video ki tags mein nhi dalne hai ye to tha phone mein video ! wagera upload kar te ho to ab apko btate hai ki agar pc ya laptop ka use kar rhe ho to ! apko kya karna hai

PC/Laptop Mein Kisi Bhi Video Ke Tags Kaise Nikale  

Sabse phele apko kya karna hai apne pc ya laptop ke chrome browser ko open karna hai aur chrome web store search karna hai aur open kar ! lena hai aur wha par apko kya karna hai tech buddy extension search kar lena hai ! aur usko  active kar lena hai

Jis bhi video ke apko tags copy karne hai uss video ko play ! karna hai aur side bar right side mein apko tags show hoge jiasa aap iss screenshot ! mein dekh sakte ho

video par tags kaise lagaye

To ese karke aap pc ya laptop mein bhi video ke tags find kar sakte ho

Conclusion

To dosto bas aaj ke liye itna hi agar aap age bhi hmare post padhna ! chahte ho to hmare article ko share kare jisme hamne apko btaya ki youtube video par tags kaise lagaye apne dosto ke sath aur comment karke ! jrur btaye apko ye post kaisa lga aur new post kiske upar leke aaye wo bhi aap bta skate hai

Milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog