Magazine

Apna Email Id Kaise Check Kare

Posted on the 27 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hmm iss article mein janege ki ! apna email id kaise check kare to wase to mail check karne ke bahut se tarike hai ! lekin kuch aaj tarike btauga jiski madat se aap aasani ke sath apni mail check kar sakte ho ! to chaliye aaj ka article start kare

Wase to mail check karna bahut aasan hai lekin ! aapne kisi aur ke through mail banwayi ho to apko pta nhi hota hai ki usne kya ! dal diya email address to wo kaise check karege ye ab hm janege

Email Id Kaise Check Kare

To dosto aaj hm kuch tarike janege jiski madat se aap email id check kar sakte hai

Play Store Par Email Id Kaise Check Kare

To sabse phela tarika hai dosto apne playstore mein jake check karna ! wo apko kaisa karna hai wo apko btate hai sabse ! phele apko apne playstore ko open karna hai wha apko right side ki traf apko apni photo ya ! kuch naam show hoga jise aap iss screenshot mein dekh sakte ho

Email id kaise pata kare

Jaise hi aap iss par click karoge to apko ! apni mail id show hogi to ek tarika to hai ye jis se aap mail check kar sakte ho

Chrome Brower  Mein Email Id Kaise Check Kare

Isme dosto kya karna hoga apko ! apne phone ya pc ke undar chrome browser ko open karna hai aur phone mein apko ! upar right side ki traf teen dot show hogi jis par click karna hai wha apko setting ka ! option show hoga fhir apko uppar hi account show hoga wha apki email address show hoga

Facebook Profile Kaise Lock Kare

Aur pc aur laptop ke undar email id kaise check kare ! wo kaise karna hai to jaise hi aap browser ko open karoge to apko upar hi photo aur ! naam show hoga right side mein to uss par click karna hai to ! apko apni email id show hogi to ese karke aap pc aur laptop mein mail id check kar sakte ho

Gmail Se Mail Id Kaise Check Kare

To dosto ab ye tarika bhi bta dete hai ! sabse phele apko kya karna hai agar aap phone ko use kar rhe ho to apko gmail ! ki application ko open kar lijiye agar aap pc aur laptop ko use kar rhe ho to apne kisi ! bhi browser ko open karna hai aur search karna hai gmail to apko open kar lena hai

Jaise hi aap gmail application ya website ko open kar lete ho ! to apko right side mein ya to photo hogi jo apne set ki hogi ya kuch naam show hoga ! uss par click karna hai to wha apko email id show hogi to wha se aap check kar sakte ho

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi ! umeed karte hai ki apko hamar article pasand aaya hoga jisme apne apko btaya hai ki ! apna email id kaise check kare kuch tarike btaye hai email id pata karne ka ! to apne dosto ke sath bhi share kare aur kuch puchna ho to comment section mein ! puch sakte ho milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog