Magazine

Android Mobile Phone Update Kaise Kare

Posted on the 02 December 2020 by Technoharyana

Mobile update kaise kare ye aaj ka topic hai bahut baar kya hota hai ki hmare ! phone ka version jo hai bahut purana ho gya hai aur ! jab tak aap usko update nhi karoge tab tak apko uske undar new feature add hoge nhi to uske liye ! apko apne phone ko update karne ki jarurt padti hai bahut phone mein to kya hota hai ki khud ma khud ! bta deta hai ki iss version ko update ko lekin bahut baar btata nhi hai ki version update karo to uske ! liye karna hota hai ki whi aaj hm janege to chaliye aaj ka article start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap ! sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par tech se judi ! jankari share karte hai agar aap unhe miss nhi karna chahte to hmare ! telegram channel ko join kar sakte hai

To dosto iske liye apko kuch !step btauga jiski madat se aap ye pta kar sakte hai ki apka phone update hoga ya nhi aur hoga to wo ! kaise hoga ye sab btayege to chaliye kuch points ke through apko ye btaye

Mobile phone Ko Update Kaise Kare

  1. Sabse phele kya karna hai ki apko phone setting ko open karna hai
  2. Fhir usme sabse niche aa jana hai
  3. Wha par apko about phone milega
  4. Kuch mein ye upar bhi mil jayega
  5. Aur nhi milta hai to aap upar search kar sakte hai about phone
  6. Jaise hi apko ye option milta hai open karna hai
  7. Wha apko system update ka option milega ya fhir update ka uss par click karna hai
  8. Jaise hi aap click karoge to wo check karega
  9. Agar apke system update hoga to wo niche show kar dega
  10. Whi apko download update ka option milega
  11. Uss par click kar ke aap apne phone ko update kar sakte hai
mobile phone ko update kaise kare

To ese karke kuch aayega ! ese karke aap phone ko update kar sakte hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi ! umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki kaise aap ! apne ko update kar sakte hai agar pasand aaya ho to comment section mein jarur btaye ya fhir kuch!  problem aaye to wo bhi puch sakte hai aur apne dosto ke sath share jarur share kare aur milte hai ese hi ! kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat


Back to Featured Articles on Logo Paperblog