hello dosto aaj hm apne post mein janege ki ! aap aadhar card mein mobile number kaise change Karen aaj apko ek ! bahut asaan process btayege jiski madat se aap apne aadhar card ka number update kar sakte hai ! to chaliye aaj ka article start karte hai apka time waste na karte hue
to dosto bahut baar kya hota hai ki jab hm ! apna aadhar card banwate hai jab aap kisi family member ka number de dete hai ! jab tak apke pass koi personal number na tha to ab aap chahte hai ki usko aap ! apne number se update kar de ki jab bhi aap kuch kare to apke phone pe otp(one time password) aaye
ye aap aadhar card ki site par jake change kar sakte hai ! lekin isme apko ek baat dhyan rakhni hai ki jab bhi aap change kar rhe hai to ! apke pass wo number jarur ho jo apne apply karte time diya tha wo number hona ! bahut jaruri hai to chaliye ab iska process jan lete hai ki ! aadhar card mein mobile number update kaise Karen
Aadhar Card Mein Mobile Number Kaise Change Karen
To dosto iske liye sab se phela kaam kya karna hai ! ki aadhar card ki site ko open kar lena hai uss site par yaha se bhi ja sakte hai ! https://ask.uidai.gov.in/ to yaha se bhi aap ja sakte hai to jaise hi ! aap iss website par jaoge to
To isme apko kuch detail fill karni hai jaisa jaisa ! ye bole wo chij apko fill karke send otp ka option aayega uss par click kar dena hai ! fhir apke samne ek new window mein new page open hoga to aadhar servies ka ! option show hoga yhi apko update aadhar ka option hoga uss par click karna hai
Fhir apka ek new page open hoga usme ! apko apni personal detail submit karni hogi jaise naam aadhar card number address ! jaisi detail apko submit kar deni hai jo apko yaha update karna hai wo aap kar sakte ! hai jaise apko apna number change karna hai to usme apko wo number dalna hai jo ! apko ab submit karna hai apna khud ka personal number aur ye sab karne ke baad ! wha apko what do you want to update ka option/button hoga uss par click karna hai
Iske baad apko mobile number select karna hoga ! aur submit kar dena hai fhir new page open ho jayega captach ka ! human verification ke liye fhir apke pass ek otp aayega ! wo fill karke verify kar dena hai fhir apko proceed par click kar dena hai
Uss se phele aap apni detail check kar le taki ! apne koi galti to nhi kar di hai fhir apko ek appointment book karni hai fhir kya ! karna hoga apke pass aadhar center mein jana hai wha apko update ki fees pay karni ! hogi jo ki 25rupee hoti hai fhir apka mobile number update ho jayega aadhar card mein se
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi ! umeed karte hai ki apko hamara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ! ki aadhar card mein mobile number kaise change karen to apne dosto ke sath ! jarur share kare iss information ko aur kuch puchna ho to comment section apka ! wait kar rha hai to hm milege ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat