Hello dosto aaj hm baat karege ki youtube se video download kaise kare ! ye aaj ka topic hai hmara iske do tarike hai jis se aap youtube ki video ek to offline ! hoke sun sakte ho yani ki aap youtube ke undar hi download kar sakte hai ek dusra! hai jis se aap wo video apke phone ya ! pc ki gallery me mil jayegi
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka ! hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to m bta du ki yaha par hm! blogging aur youtube se judi jankari share karte rhete hai agar wo miss nhi karna ! chahta to telegram channel ko join kare wha hm sabse phele ! post send karte hai
Iske do tarike hai jisko eke k karke janege ! to chaliye aaj ka topic start karte hai
Youtube Ki Video Download Kaise Kare
- Method : isme kya hai ki aap ko jo song download ! karna hai usko phele play karo aur wha par apko download ka option milega jo ki iss! parkar hoga iss video me dekh sakte hai image to ye song ya ye video apki youtube gallery! me hoga na ki apke phone gallery me nhi
- Method : iss method me dosto apko ek application! download karni padegi jiska naam hai tubemate agar apko nhi pta hai to m link de deta hu! taki aap siddha wha se jake download kar sakte ho
Jaise hi aap ise download kar lete ! ho to ise open karna hai
- Method : vidmate app se bhi aap youtube ki videos ! ko download kar sakte hai ! chaliye ab apko btate hai ki kaise karni hai ! sab se phele aap ! apne youtube app par aana! aur wha share ka button show hoga ! wha par apko vidmate ka logo hoga aur niche likha hoga ki download video ! us par click karna! hai aur apka vidmate app open ho jayega ! aur apko arrow ka sign show hoga aur par click karna! hai fhir aap usko mp3 me download karna hai ! to mp3 ka ratio show hoga aur videos ke ! bhi ratio show hoge to ! usme se ek select karke ! niche download ka button hoga !
Tubemate app se video download kaise kare
Fhir apke samne term of use ka box aaye ga to agree par click! karna hai fhir koi permission mange ga to! uss par apko okk click kar dena hai fhir allow kar dena hai 3 baar fhir apka jo tubemate open ho jayega! aur app koi bhi video download kar sakte hai
Fhir wo ganna play ho jayega aur niche arrow ka option aa rha hoga red color uss par click karna hai
Fhir apko isme se ek ratio select kar lena hai jo app download karna chahte ho aur apka ganna download hona start ho jayega aur ye song apki mobile gallery me save ho jayega
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki apko hmara yha article pasand aaya hoga jo ki hai youtube se video download kaise kare aur apne dosto ke sath share kare aur koi problem aaye to aap comment section me puch sakte ho to milte hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat