Youtube Par Video Upload Kaise Kare

Posted on the 31 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm apne article mein janege ki ! youtube par video upload kaise kare, youtube par video upload karne ka sahi tarika kya hai ! to ye aaj hm janege to chaliye aaj ka article start karte hai jab aap video ko upload karte ! ho tab koi galti na ho aur usko shi upload karne ka tarika kya hai ye sab hm janege

To dosto jab hm youtube par aate hai agar apko usko kuch nhi pta hai ! ki channel ki video ko upload kaise kare kya kya karna hota hai to hmare liye wo chij ! bilkul nhi hoti hai to dosto  video upload karne ka doubt aaj saare dur ho ! jayege ki upload karte hai to usme kya kya option aate hai

Youtube Kya Hai

Dosto apko bta du ki yaha par aap video ke jariye ! apne opinion logo ke sath share kar sakte hai aur uske jariye aap earning start kar sakte hai ! to iske liye apko kuch points ka pta hona chaiye to dosto video ko shoot karna phela ! kaam hota hai aur usko edit karna apka dusra kaam hota hai fhir apko upload karna hota hai ! to dosto ye kuch points mila ke apki ek youtube video tyar hoti hai

Android ke liye editing software

Youtube Par Video Upload Kaise Kare Mobile Phone Se

To dosto hm janege ki phone ke undar apko kaise upload karni hai ! youtube video ko to dosto jab aap youtube ko open karte ho to fhir wha apko ! bich mein + ka option show hoga iss par click karna hoga jaisa aap iss ! screenshot mein dekh sakte hai agar apka youtube update kar lena

Image

Fhir apki gallery open ho jayegi jo video upload karni hai ! usko select karni hai aur next par click kar dena hai aur fhir apke samne kuch option aayege ! jaise title video description to dosto sabse phele title mein ! apko kya likhna hai jis chij ke upar apki video hai wo naam apko dalna hai

Description box show hoga usne aap apni video mein kya btaya wo ! likh sakte ho apke socil media account ka link share kar sakte ho agar koi website ! hai to uska link de sakte ho fhir wha apko ek option show hoga visibility ka usme apko ! unlisted ko select karke upload kar deni hai fhir apko ek application ko download ! karna hai yt studio jo ki apko playstore par mil jayega

Usme apko account login kar lena hai aur uss video par jana hai ! aur wha apko video show hogi uss par edit ka option show hoga aur fhir aap uski photo change ! kar sakte ho aur tags ka option show hoga tags ka alag topic hai wo ! aaj iss article mein read kar sakte ho

Youtube video mein tags kya hai aur kaise lagaye

Aur apko last mein sab kuch add karne ke baad apko ! visibility mein public ko select karke save kar dena hai to apki video upload ho jayegi successfully

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ! ki apko hamar article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! youtube par video upload kaise kare, youtube par video upload karne ka shi tarika kya hai ! pasnad aaye to apne dosto ke sath share kare aur kuch problem aaye to comment ! section mein bta sakte ho aur hm milege apko ese hi kisi new article ke sath ! tab tak ke liye jai hind jai bharat