Youtube Par Subscriber Kaise Badhaye Janiye Basic

Posted on the 22 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm apne article mein janege ki ! youtube par subscriber kaise badhaye kyu ki jab aap youtube par aate hai tab ! apke subscriber zero hote hai lekin isko increase karne ke liye bahut kuch karna padta hai ! mai koi apko trick nhi btauga ki ye karte hi apke subscriber increase ho jayege esa ! kuch bhi nhi hai esa koi kaam nhi hai ki aap raat raat mein apne subscriber increase kar loge ! to chaliye aaj ka article start karte hai

To dosto jab hm youtube pe aate hai tabhi hamare man mein kya hota hai ! ki aaj apne video daal aur aap chahte ho ki mere kal hi subscriber increase ho ! jaye kuch time do usko aap uss par lagtar kaam karte rho to apke subscriber ! aaj nhi kal nhi 1mahine nhi kabhi to increase hoge hi   

Lekin time time ke sath apko kuch chije implement karni padegi wo ! chije apko mai btauga jo ki apke channel ko grow hone mein madat ! karegi to chaliye start karte hai

Youtube Par Subscriber Kaise Badhaye

To dosto iske kuch point btayege jo ki apko apne video aur channel mein implement karna hai

Channel Logo, Name, Branding, About Channel

Ye chij apko karni hai ek acha sa logo banye ! apne channel ka aur baar usko change nhi karna hai aur name channel ka apko change nhi ! karna hai ki aaj apke channel ka kuch naam hai aage jake kuch aur to jab channel ! bnao ussi se phele channel ka naam soch ke chalo aur esa naam choose karo ki usko ! search karne par apka hi channel ka hi naam aaye aur apka channel hi aaye

About page apke channel ka about page hona chaiye jo ki ! apke channel ki description hoti hai usme ache se btaye apne users ko ki ! aap kis chij se related video upload karte ho aur karoge usme apne ! social media accounts add kare apki agar koi website hai to wo add kare to iss se ! apko bahut madat milegi to ye kaam apko karna hai sab se phela to

Channel Ko Update Kare Har Roj

To dosto iska mtlab hai ki apko kaam nhi chodna ! hai agar aap 1week mein agar 2video dalte ho to uss continuity ko nhi khtam karna hai ! lagtar apko whi karna hai kon kon se day ko apko video upload karni hai ye fix kare ! aur mai apko yhi suggest karuga jaisa bhi aap content create kar pao lekin video har ! roj upload kare to uska apko bahut acha benifite milega

Apko apne channel par update rhena hai apko ! 1week mein kam se kam 2video jarur dale ki aap wha par active show ho pao to ! ek kaam apko ye karna hai

Video Editing Ka Use Kare

Aap apne video ko edit jarur kare jis se apka ! impression jo hai acha jaye jo apne video shoot karte time galti ki ho wo shi ho jaye ! aur apke check karna hai ki audio thik hai ya nhi kya chij mane miss kar di jo ki mere ! ko btani hai video ko intro aur practical ke biche mein transition ka add kare mere khane ka ! mtlab ye hai ki apko video editing ka use karna hai ye nhi ki apne video shoot ki ! aur siddha apne yotube par upload kar di esa apko bilkul nhi karna hai

Android Ke Liye Best Editing Software

Thumbnail Catchy Banao

Aap jab video edit kar lete ho uss se agla kaam aata hai ! ki apko apne youtube video ke liye ek acha thumbnail banan hai usme esa likhna hai ki ! jo apne video mein btaya hai jo ki short mein pata chal jaye ki apne ye ye chij ! apne apni video mein discuss ki hai to iss chij ka apko dhyan rakhna hai isme aap apne ! kisi family member ko puch sakte hai ki apko ye thumbnail kaisi lagi agar aap ! iss chij se related kuch padhna chahte ho to ye chij sufficient hai ya nhi

Ye chij aap apne family member se puch sakte ho to apko ! bhi kuch time mein pata chalne lag jayega ki apko apne youtube video ki thumbnail ! main kya likhe ki wo logo ko attract kar paye ki log uss par click kare ! to ye kaam apko karna hai

Apki Awaz Mein Dar Nhi Hona Chaiye

Jo bhi aap bol rhe hai ye samjh ke bolo ki apke samne koi hai ! aur aap usko ye chij samjha rhe ho iss se apki video ki quality bahut had tak thik ! hogi aur apki communication skills improve hogi jaise jaise aap video banoge ! to apko pata chalta rhega apko iske kya karna hai maan lijiye apne aaj video bnani hai ! ki blog kaise banaye to apko ye chij dekhni hai uss video ko shoot karne se phele ki

Kis option par click karne se kya open hota hai ki agar ! apna network thoda slow bhi ho to meri awaz se wo log whi ruke rhe to apko video ke ! bich mein bolte rhena hai rukna nhi hai agar aap ye soch ke shoot karoge ki aap kisi ! ko kuch samjh rhe ho to apko koi problem nhi aayegi

Video Ko Share Kare

Apni video ko apko share karna hai apne social media ! platform par puri video ko upload nhi karna hai usko kuch part apko add karna hai ! ki apko agar apko ye video puri watch karna chahte ho to hamre yotube channel par ! apko milegi to uss se apki audience retention down nhi hogi ye kya hoti hai hm apne ! agle article mein janege to apko ye kaam karna hai facebook aur instagram reels ! ke undar to ye kaam apko karna hai

Sub 4 Sub Ka Istemal Na Kare

Dosto ye apke liye ek baar to subscriber increase hoge ! lekin kuch time baad apke ye subscriber down hone start ho jayege to iss se acha hai ! ki aap jitna ho sake organic subscriber leke aaye wo apke channel ke liye bhi thik rhega kyu ki ! wo apke hi category ke bande hoge to apke liye wo thik hai lekin ye ! apke channel ke liye thik nhi hai ye kaam aap karke dekh sakte hai agar aap ye karte bhi ! hai to esa topic hona chaiye ki har koi wo video watch kare aur unko smjh mein bhi aaye

Video Mein Tags Ka Use Kare

Dosto apko apni youtube videos ke undar tags ka ! use karna hai ki iss se kya hota hai ki apne video bnayi ki blog kaise banaye ye to ! apka title ho gya lekin iss se related ki blogger par blog kaise banaye , ! wordpress par blog kaise banaye, 2021 mein blog kaise banaye ye uske related tags ! ho gye hai ki ye bhi koi search kare to apki videos searching mein aaye to ye hota hai ! tags ka kaam to agar aap chahte hai ki log meri video par organic aaye ki log search ! karke meri videos par aaye to uske liye ye kaam apko karna hoga agar iske bare mein jayda nhi pata hai to ye article read kar sakte hai

  • Video mein tags kaise lagaye
  • youtube channel se paise kaise kamaye

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi ! umeed karte hai ki apko hamara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! youtube par subscriber kaise badhaye apne dosto ke sath share jarur kare aur ! mane koi ye tarike btaye hai wo ek hi din mein kaam nhi karega ye apko har roj ! follow karna hai kuch time baad apko pata chalne lag jayega kuch puchna ho to ! comment section mein puch sakte ho to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat