Dosto aaj apke dimaag mein se saare question nikal jayege ki youtube channel kaise banaye aur ! iss se paise kaise milte hai aur kya karna hota hai youtube pe channel banane ke ! baad kya karna hota hai ki apka channel kuch alag show ho sab kuch aaj detail mein ! janege to chlaiye aaj ka article start karte hai
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap ! pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par tech, blogging, internet aur youtube se related ! kuch jankari share karte rhete hai agar apko hmare likhe hue article miss nhi karne ! to hmare telegram channel ko join kare
To dosto aaj ke time sabse bda platform ho gya hai ! youtube video platform ka to log iss se paise bhi kma ! rhe hai to har roj pta nhi kitne channel ban rhe hai aur kuch youtube chod bhi rhe ! hai lekin aaj sab kuch btayege kyu ki jo ese hi ghar par bethe channel bna rhe hai agar ! unko nhi pta hota ki kya karna hota hai to uska bahut fark hota hai jisko iss chij ka ! pta hai usko itni muskil nhi hogi
Aur ye hmara sabse bda search engine hai google ke baad aur iski rank pure world mein 2 number pe hai to ! dosto agar aap bhi chahte hai youtube se paise kmane to aaj jo article mein btauga ! wo iska phela step hai lekin isme apko koi glati nhi karni hai agar aapne isme hi glati ! kar di to dosto koi rashta nhi rheta hai channel ko band karne ke alawa
Youtube Channel Kya Hai
Youtube google ka hi part hai jo ki 2006 mein google ne isse kharid liya tha to uske baad ye ! google ka hi part ho gya hai aur ye ek social networking site hai jaha par aap koi bhi ! video bna ke upload kar sakte hai lekin iske liye apka account hona bahut jruri ! hai jise hm youtube channel khete hai
Apne bahut jaghe naam suna hoga ki wo youtuber jaise amit badana ke naam ke piche ! youtuber lagte hai wo kyu lgate hai youtube par jo log video upload karte hai use youtuber ! bola jata hai isme apko kuch invest karne ki jrurt nhi hai bas isme apke pass ! gmail id honi chaiye hai jiski madat se aap youtube channel bnaoge
Ye ek free app hai jaha par thodi se mehnat karke paise kma sakte hai
Youtube Channel Par Kya Karna Hota Hai
Dosto yaha par jyada kuch nhi karna hota hai bas apko video upload karni hoti hai jise log dekhe ! ge aur apki video jitne log dekhe ge apke youtube channel ke subscriber increase hoge ! simple si aap video bna ke bhi upload kar skate hai jisme apka interest hai whi aap ! video upload kar sakte hai jo chij aap logo ke sath share karna chahte hai lekin iss ! baat kya dhyan rakhna ki kisi aur ki video ko download karke aap apne channel par upload ! kar dete ho to apko copyright strike aa jayegi ye alag topic hai isko baad mein btaye
To apko kisi ki video download karke apne channel par upload nhi karna hai
Youtube Channel Se Paise Kaise Milte Hai
Isme ek major factor hai earning ka google adsense ka agar apko nhi pta ki google adsense kya hai to hamne bta rakha hai iske approval ke baad apki video par ads lag jati hai jiske apko paise milte hai ek fix cpc hota hai aur wo earning apki views ke upar depend karta hai jaise jaise apke views increase hoge wase wase paise milte hai
Youtube Channel Kaise Banaye Mobile Se
- Sabse phele apko kya karna hai ki youtube par jana hai
- Aur upar ki traf apki photo hogi right side ki traf
- Iske baad apko your channel karke ek option show hoga
- Uss par click karna hai
- Fhir apka apne channel ka naam puchega
- Lekin ek baat dhyan rakhna apko yhi naam rakhna hai baar baar change na kare
- Aur naam dalne ke baad create channel par click karna hai
- To apka channel successfully create ho jayega
Uske baad apke samne esa interface aaye ga
Channel Banane Ke Baad Kya Kare
Channel banane ke baad apko kya karna hota hai ki kuch chije hoti hai jo ki apne youtube channel ke liye jaise ki logo, channel art, about page, create social account, link social account ye sab kuch bhi karna hota hai ab ek ek karke janege
Logo Kaise Add Kare
Agar aap logo add karna chahte hai to sabse phele apko kya karna hai ye hm youtube channel ke undar se change nhi kar sakte iske liye apko apni gmail id mein jana hai aur wha par apko apne logo ko set karna hai aur kuch time ke baad apka logo youtube channel par lag jayega to ese karke aap logo add kar sakte hai
Channel Art Add Kare
Ye kya hota hai jaise hm cover photo lagte hai facebook par wase hi youtube par hota hai channel art ye kasie add karna hota hai ki sabse phele chorme browser par jana hai ya fhir apke phone mein jo bhi browser hai usko open karna hai aur search karna hai youtube.com isko search karna hai aur uss mail se login karna hai jis se apne youtube channel bnaya hai
Aur desktop mode par on kar lena hai youtube ko aur upar right side ki traf apko apne channel ka logo show hoga uss par click karna hai aur your channel par click karna hai aur wha par customize channel ka option show hoga uss par click karna hai
Fhir apke samne esa page open hoga isme apko branding par click karna hai aur wha par apko banner image milega whi apka channel art hai yaha save kar dena hai
About Page Add Kare
Dosto ye jarur jaruri hai kyu ki jo bhi visitors aayege to wo apke iss page ko jrur read karega ki apke channel par kis chij se related video upload hoti hai to ye kaise add karna hai whi kaam karna hai jaha par apne branding par click karna hai uske side mein basic info par click karna hai to wha par apko likhne ka option hoga to wo write kar do apne youtube channel ke bare mein
Conclusion
To dosto aaj ke liye bas itna hi jisme hmne apko btaya ki youtube channel kya hai, youtube par channel kaise banaye , channel bnane ke baad kya kare ye sab kuch aaj hmne iss post mein jana hai to umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga apne dosto ke sath share kare aur kuch problem aaye to comment section mein puch sakte hai to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat