WordPress Blog Ke Liye Jaruri Plugin Madat Karege

Posted on the 07 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki apke wordpress blog ke liye jaruri plugin kon konse hai ! to chaliye jante hai jo ki apke blog ki performance achi rakhe ge to chaliye start ! karte hai aaj ka article ka

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur ! aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai aur agar aap pheli baar aaye hai to bta du ! ki yaha par hm blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe ! miss nhi karna chahte to hamre telegram channel ko join kare

To dosto bahut baar kya hota hai ki jab hm ! blog bante hai wordpress par to hmae pta nhi hota hai ki apke blog ke liye kon konse ! plugin thik hai jo ki apke blogging carrier mein madat karega to aaj hm usi se juda ! ye article leke aaye hai ki kon konse plugin install kare ki apke blog ki ! performance achi ho jaye

WordPress Blog Ke Liye Jaruri Plugin

Yah par hm kuch important plugin ki baat ! karge jo ki apke kaam aane wale hai aur kaise kya karna hai kya kaam aayega sab kuch ! hm detail mein jange ek bhi plugin faltu nhi hai sabhi kaam aane wale hai to chaliye ! ek ek karke jante hai

Yoast SEO Plugin

Naam se hi pta chal gya hoga ki ye kaam aayega ! iski madat se aap apne post ka seo kar sakte hai aur apne post ka seo optimization kar ! sakte ho bina kisi ki madat liye hue ye free bhi hai premium hai to free mein apka ! kaam chal jayega jaise hi aap koi new post likho ge to apko wha par niche show ho jayega iska box

Jha par apko ye apne aap btata jayega ki ! apke post mein kya problem hai agar red hua to bahut problem hai aur orange hua ! to apke blog post ko improvement ki jrurt hai aur agar green hai to apke blog post ! mein kuch problem nhi hai to iski madat se aap aasani se blog post ka seo kar sakte hai

Ek isme apne site ko submit karna hota hai configuration wizard bolte hai ! kuch simple detail puchega aur kaise kya setting hai yoast seo ki wo sab kuch kya ! disable karna hai kisko able karna hai uske liye ye video dekh sakte hai

Really Simple SSL

Dosto ye kaya karta hai ki apki site ! ko http to https redirect karta hai aur apke blog ko secure rakhta hai to ye apke ! blog ke liye hona bahut jaruri hai kyu ki 2017 ke baad google search engine ne ye bola ! hai ki jo site https par uski site ko probability jyada di jayegi http ke bajaye to iss liye ! apki site https par hona bahut jaruri hai to ye tha hamra dusra plugin ab badte hai ! teesre plugin ki traf

Simple Sitemap Plugin

Dosto ab update aaya tha google search console ! ki traf se to usme index ka button remove kar diya hai to uski wajhe se ab apke blog ! ka sitemap hona bahut jaruri hai kyu ki agar apke blog sitemap hoga to apke blog ! post ko jaldi se index kiya jayega agar apko nhi pta hai google search console ka ! new update ke bare mein to ye post read kar sakte ho

Google search console ka new update kya tha

Contact Form 7 Plugin

Dosto blogger ke undar to aap contact form ko ! lga sakte hai lekin wordpress ke undar esa kuch nhi hota hia bahut baar kya hota ! hai ki aap kisi ke contact page ko open karoge to wha par ek form hota hai to wase hi ! aap chahte hai to aap apne blog ke undar iss plugin ko install kar sakte hai to ye ! plugin apke contact us page mein kaam aayega

Jetpack Traffic Monitor Plugin

Dosto ye kaam karta hai ki apke blog par ye show ! karta hai ki kitna traffic aa rhe hai kitne page views ho rhe hai kitne visitors apke ! blog par aa rhe hai aur kis site se aa rhe hai konsi site ne refeer kiya hai kitne log ! facebook se aaye hai konsi country ka traffic aa rha hai sab kuch btata hai traffic ke ! bare mein to ye plugin to bahut jaruri hai har ek blogger ke liye to ab chalte hai next plugin ki traf

WPS Hide Login Plugin

blog ke liye jauri plugin

Dosto ye basic apke blog ko secure rakhne ke liye ! hota hai ye kaam kya karta hai ki apke login page ko change kar deta hai jiski madat ! se koi bhi hacker apki site ko hack nhi kar payega wo tabhi kar payega jab apke ! blog ka login page ka pta hoga aur pta chahlte hi wo brust techniques apke blog ka ! username aur password pta lga lega

Jab tak usko apke blog ka login page nhi pta hoga to ! wo kuch nhi kar sakta hai to iski madat se aap apne blog ko secure rakhe sakte hai ! kaise kaam karta hai kaise isko use karna hai uske liye hamara ye article read kr sakte hai

WordPress Blog Ko Secure Kaise Rakhe WPS Hide Login Plugin Se

Easy Table Of Content Plugin

Bahut baar apne dekha hoga ki upar ek table hota hai ki jo jo agle ! ne heading bna rakhi hoti hai wo sabhi usko upar table of content mein show ho jati ! hai aur usme se kisi bhi heading par click karoge to wo usi par redirect kr dega aap hmare ! iss article mein dekh sakte ho to ye iss plugin ki madat se hoti hai to ye tha hmara last plugin

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi yhi kuch ! wordpress blog ke liye jaruri plugin hai jo ki apke blogging carrier mein madat ! karege umeed karte hai ki apko pasand aaya hoga aur apne dosto ke sath share kare kuch ! problem ho kisi plugin mein to aap hame comment section mein puch sakte hai to ! bas aaj ke liye bas itna hi milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat