Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki aap whatsapp par status hide kaise kare bahut ! baar kya hota hai ki hm chahte hai ki ye status bas kuch hi log dekhe ya family member ! na dekhe lekin apko nhi pta hota ki status kaise hide karna hai
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai yaha par ! hm tech se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna chahte ! to telegram channel ko join kare
To aaj hm yhi janege ki iski madat se aap jisko chaho usko apne status show karwa sakte ho aur apne family member ! ya fhir kisi ko hide karke aap status lga sakte hai aap smjh rhe ho na smjh to gye hai ! tabhi to ye article pad rhe hai to chaliye ab apko btate hai aaj ka article start ! karte hai apka bina time waste kiye
Apne Whatsapp Status Ko Hide Kaise Kare
To dosto sab phele apko kya karna hai ki whatsapp! ko open karna hai jaise hi aap whatsapp ko open kar lete hai wha par apko ! status ka button show hoga uss par click karna hai
Jaise hi aap iss par click karte hai to apko upar ki traf teen dot par click karna hai
Fhir app jaise hi uss par click karoge to apko status privacy ! ka option show hoga jaise aap niche ke screenshot mein dekh sakte hai
Iske baad app iske upar click karte ho to aage ! new page open ho jayga aur wha par apse teen option puche ga jo ki aap iss screenshot mein dekh sakte ho
To apko only share with ke upar click karna ! hai fhir apke contact list open ho jaygi aur uss mein ! se jisko hide karna hai usko select kar lena hai
Ese karke aap whatsapp status ko hide kar sakte ho
pubg mobile india kab launch hoga
Conclusion
To bas aaj ke liye bas itna hi ! umeed karte hai ki apko hmara ye article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ! hai ki whatsapp par status hide kaise kare apne dosto ke sath bhi share kare ! iss amazing fact ko aur aap hmare post miss nhi karna chahte to telegram channel ko join ! kare milte hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat