Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki ! whatsapp ki notification hide kaise kare ki agar apke pass msg show ho to wo ! apke notification baar mein show na ho to uske do tarike hai jo ki hm ek ek karke ! jange bahut simple si settings hai jiski madat se aap ye kar sakte hai to chaliye aaj ka article start karte hai
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur ! aap sabhi ka hmare blog par bahut swagaat hai apki madat se bahut acha support ! mil rha hai ese hi aage post padhne ke liye hmare telegram channel ko join kare jo ! pheli baar aaye hai to bta de ki yaha par tech aur blogging se judi ! jankari share karte rhete hai
To dosto bahut baar kya hota hai ki aap apna phone kisi ko de dete ho aur ! wo use kar rha hota hai tab apke whatsapp par msg aa jata hai personal number se ! smjh rhe ho na kaisa personal ya fhir aap chahte ho ki kisi ko na pata chale ki apke ! pass kiska msg aaya hai to aap iski madat se aap apne whatsapp notification ko off ! kar sakte ho to wo kaisa karna hai uska phela step ab apko btate hai kya karna hai ! usme
Whatsapp Par Notification Ko Off Kaise Kare Phela Tarika
Dosto sabse phela jo step hai wo kya hai ki apko kuch nhi karna hai simple apko kya karna hai apne phone ki setting mein jana ! hai aur wha par apko apps karke ek option milega uss par click kar dena hai fhir ! jitni bhi application hai apke phone mein wo aa jayegi
To wha par apko kya karna hai whatsapp karke ! application show hogi uss par click karna hai aur jaise hi open karte ho to wha ! par apko ek option show hoga jiska naam hai notification uss par click karna jaise aap niche screenshot mein dekh sakte hai
Jaise hi aap iss par click karoge to sabse upar apko show notification karke option aaye ga uss ko off kar dena hai ab apki jo bhi notification aaye gi whatsapp ki wo hide ho jayegi koi agar apka phone use kar rha hoga to usko pta nhi chalega ki kisi ka msg aa rha hai ek to tha ye tarika ab chalte hai dusre tarike ki traf
PUBG MOBILE INIDA LANUCH NEW UPDATE
Whatsapp Ki Notification Hide Kaise Kare Dusra Tarika
Isme apko kya karna hai phone ki setting mein jane ki jrurt nhi isme apko apne whatsapp ki hi setting hi karni padegi to sab se phele apko kya karna hai ki whatsapp ko open karna hai jis bhi person ki notification off karni hai to uss contact ko select karna hai wo kaise ki uss par long press karna hai wo select ho jayega
Fhir apko upar ki traf volume ka button show hoga uss par click karna hai
Iske baad aap se wo time set karne ke liye bolega ki kitne time ke liye aap inki notification ko hide karna chahte ho to aap time select kar lena hai
To ye tha apna dusra tarika jiski madat ! se aap whatsapp msg ki notification ko hide kaise kare iske madat se aap esa kar sakte hai
TRP KI FULL FORM KYA HAI KYA HOTI HAI YE
Conclusion
To umeed karte hai ki apko hmara article ! pasand aaya hoga jisme hmne apko btaya ki whatsapp ki notification ki janakri di ! hai umeed karte hai apko pasand aaya hoga aur apne dosto ke sath share jrur kare taki unko bhi iss amazing fact ke bare mein pta chale to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat