Website Ka Spam Score Kaise Check Kare

Posted on the 27 November 2020 by Technoharyana

Kya apko pta hai ki spam score kya hota hai aur spam score kaise check kare agar ! nhi pta hai to aaj hm isi ko detail mein janege kyu ki iski wajhe se hmari jo ranking hai ! wo down ho jati hai aur apki site par organic traffic aa rha hota hai wo km ho jayega ! aur jaise jaise apke blog ka spam score increase hoga to apke blog par organic traffic aana ! band ho jayega to aaj mai apko btauga ki apki site aur blog ka spam score kaise check kare ! btauga to chaliye aaj ka article start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar ! aaye hai to bta du ki yaha par hm blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap ! unhe miss nhi karna chahte hai to hmare telegram channel ko join kar sakte hai

Jaise jiase apki site aur blog ka spam score jyada hota chala jayega wase apki ranking down hogi aur apke ! visitors ko vishwass hona band ho jayega aur apki alexa rank down ho jayegi aur ! apki site google search engine mein stable nhi ho payegi mtlab ki apki site aur ! blog google search engine mein jo position hogi won hi bani rhegi

Apke blog aur site ka spam score apke upar depend karta hai ki aap kis type ke content likh rhe ho jo jo site ! aur blog apke site aur blog ke sath connect hai unka spam score kitna hai agar aap ! content acha likho ge aur apki site ke sath achi website connect hogi to apke ! blog ka spam score utna acha hoga

Spam Score Kya Hota Hai

Spam score ek rating system hota hai ! ye moz company ke dwara bnaya gya tha 2015 mein iss se phele esa kuch nhi tha ! spam score apki site ki spaming show karta hai jis website par jyada spam hoga uss ! par uss par spam hone ki jo probability hai wo increase ho jayegi spam score ek apke ! content ke upar depend karta hai aur dusra ye hai ki apki site ko kaisi site se ! backlinks mil rhe hai jo apko backlinks mil rhe hai wo quality backlinks hai ya nhi

Jaise jaise apki site ka spam score increase hoga ! to google apki site ko like nhi karega aur penalize karna start kar dega iska ! mtlab ki apki ranking jo hai down kar dega iske baad aap kitna bhi on-page seo kar ! lena wo apko rank nhi karne dega apki website ko rank karne ke liye apki site ka ! spam score kam hona bahut jruri hai

Apna spam score hota hai 1% se lekar 100% tak hota hai ! lekin jo moz company hai wo measure karti hai 1 se lekar 17 number of flags mein ! iske apko 3part milte hai wo kon kon se hai wo btate hai apko

Number of flags Ke Parts

  1. 0-4
  2. 5-7
  3. 8-17

ek normal blog ka spam score jo hai wo 1 se 2 percent thik hota hai

Website Ka Spam Score Kaise Check Kare

 Site ka apko spam score check karne ke liye bahut se tool ! mil jayege apko kya karna hai google par jana hai aur search karna hai ! spam score checker jaisa aap iss screenshot mein dekh rhe ho isko open kar lena hai

  1. Sabse phele apko iss tool par jana hai
  2. Jiska naam hai website seo spam checker
  3. Ab apko kya karna hai yaha par apni site ka url paste karna hai
  4. Fhir apko human verification karna hai
  5. I’m not robot par click karna hai
  6. Verification complete hone ke baad
  7. Apko check par click kar dena hai
  8. Kuch time ke baad apka spam score show hone lag jayega

Ese karke apke samne interface aaye ga to isme ! se spam score konsa hai jo apko ss dikha rha hai iska mtlab hi hai spam score to ese ! karke aap apni website aur blog ka spam score check kar sakte hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi jisme hmne apko btaya ki ! spam score kya hota hai aur apni website aur blog ka spam score kaise check kare to ! umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga aur apko lagta hai ki hamne ! kuch achi information apke sath share ki hai to aap apne dosto ke sath bhi ! share kar sakte hai to bas milte hai ese hi kisi new post ke sath ! tab tak ke liye jai hind jai bharat