Sponsor Post Kya Hai Kaise Kare Puri Jankari

Posted on the 25 October 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karege ki sponser post kya hai ye! apne blog par kaise kare ye sab aaj hm is article mein janege! ki kya hai aur kaise kare apne blog par sponsor post kab milega

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar! aap hmare post padhna pasand karte hai to telegram channel ko join kare to chaliye aaj ka topic start! karte hai

Ye apke blog ke liye jruri hai yani ki iske liye apke blog ki authority high honi chaiye yani ki apki da and pa high ! honi chaiye aur apke blog par acha khasa traffic hona chaiye tabhi ! jake apko sponsor post milega

Sponsor post kya hai

Ye ek esi post hoti hai dosto jisme aap kisi product ko promote karna hota hai aur koi site ko promote !karna hota hai aur apko usko badle me paise milte hai ye apko apni category se related !milega ye nhi hoga ki apki health se related hai aur apko technical category! se related post mil jaye gi esa nhi hoga aur isme aap site kisi product ko promote! karna hota hai aur last mein link dena hota hai ye hota hai sponsor post

Sponsor post kaise kare

Sponsor post aap nhi kar sakte hai ye apko khud ko kisi new site apki category se related hai usko !mail karo aur btao ki m apki site ko promote kar duga meri itni da and pa itna mera montly traffic! aata hai to aap ko apne blog ko promote karwana hai ya fhir jab apke blog ki authority! high hone lage gi tab apko mail aana start ho jayegi khud mein khud to aap phele! se nhi kar sakte hai isme apko ya to puchna padega ya apke pass mail aaye ga !aur deal karni hogi

Sponsor post ke kitne paise milte hai

Ye dosto apki category ke upar based hai ki apki category konsi hai kya product hai agle ka kya budget hai lekin isme! apko ek baat ka dhyan rakhna hai ki paise ke chahkar mein kisi glat site ya product ko! promote na kare taki agar apka blog google adsense se approval mila hua hai! to wo suspend ho jayega aur nhi bhi mila hua to apko infuture google adsense se! approval lene me problem hogi

Paise apke uss person ke upar depend karta hai! jo apko sponsor post de rha hai iska minimum average yahi hai ki 3000se above hai

Sponsor post ke liye apke blog par traffic hona jruri hai

Sponsor post ke liye traffic hona bahut jruri hai kyuki apke blog par visitors hoge tabhi usko return mein kuch milega be !mtlab ke to paise koi company nhi degi aur na koi blogger dega to bas aap apne! blog ki authority high karo yani ki da and pa high karo backlinks bna ke aur phele! aap guest post karo taki apke blog par visitors aaye to wo ruke rhe unko high! quality content provide karo

Conclusion

To bas dosot aaj ke liye itna hi jisme hmne apko btaya ki sponsor post kya hai aur kaise kare sponsor post ke liye! traffic hona jruri hai umeed karte hai apko hmara article pasand aaya hoga aur! comment karke jrur btaye apko post kaisa lga aur bas ye tha aaj ka chota sa post agar! apko pasand aaya ho aur iss se related apke jo doubt hai wo clear ho gye hoge! milte hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat