Quora Par Views Kaise Increase Kare

Posted on the 10 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karne wale hai quora platform ki quora par views kaise increase kare ! ye aaj ka topic hai kyu ki dosto quora se aap apne blog par traffic increase kar ! sakte hai aur aap quora program mein join karke aap earning bhi kar sakte hai too ! chaliye aaj ka  topic start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat gadwal aur aaap  sabhi ka hmare blog par  swagaat hai agar aap ! pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par ! hm blogging se judi jankari share ! karte rhete  hai agar aap unhe miss nhi ! karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

Dosto quora ek bahut bada platform hai wha par ! aap paise bhi kma sakte hai aur apne blog ke liye bhi use kar sakte hai to uss ! platform par apko quora platform ke sath join hone ya apne blog ka traffic increase ! karne ke liye apko apne jwab ke views increase karne hote hai ! taki wo bahut se logo tak pauche

Ise kuch points hai jo ki apko apne ! jwab likhte time dekhne hai ki aap wo chije miss to nhi kar rhe hai whi points aaj hm ! discuss karege chaye aap blogging ke liye kaam kar rhe ho ya quora platform ke sath ! join hone ke liye kar rhe ho

Update Rhena Quora Par

Apko kya karna hai jaise aap apne blog ! par har roj  update rhete ho whi kaam apko iss chij mein karna hai apko apne quora platform par ! har roj kuch na kuch karte rhena hai ek din bhi apko miss nhi karna hai ese ! agar aap lagatar 3mahine karte ho to apko iska benefit jrur milega wo ! chaye apke blog ke liye ho ya quora ke liye dono ke liye

Jwab Likhte Time Kuch Bato Ka Dhyan Rakhna Hai

Dosto jab aap quora par jwab likhte hai to kuch baate hoti hai jinka apko dhyan rakhna hai

Image Add Jrur Kare

Jab aap koi jwab likh rhe ho to apko iss chij ka bahut dhyan rakhna hai ki jo bhi aap answer likh rhe ho uss se judi ! image jrur add kare kyu ki wo apke thumbnail ke rup mein kaam aati hai ye chij apko ! miss nhi karni hai aur apne post mein kam se kam 2image jrur add kare lekin isme apko ! ek baat ka dhyan rakhna hai jo bhi aap image add kar rhe ho wo copyright free image ! honi chaiye ya fhir apki khud ki edit ki hui honi chaiye ye to tha ek point jo ki apko ! jwab likhte time dhyan rakhna hai

Jwab Ko Lamba Likhne Ki Koshish Kare

Dosto isme apko jo bhi jwab likh rhe ho ! uska thoda lengthy likhne ki try karo taki apke visitors us par ruke rhe jaisa apne ! youtube mein dekha hoga ki audience retention hoti hai wo apko thik rakhni hai ! yani ki apke jwab ka bounce rate jo ki blog mein hota hai to ye chij apko karni hai! apne jwab mein lekin jo jwab us ke regarding hi baate btani hai ye nhi ki aap ! kisi aur topic ko bhi gussa do esa apko bilkul nhi karna hai

Paragraph Banao

Jab bhi aap jwab likh rhe ho to apko usme ! bhi apko ek baat dhyan rakhni hai ki usme apko paragraph bna ke chijo likhna hai ! aur ek paragraph ko jyada lengthy nhi likhna hai ek paragraph mein jyada se jyada ! 5 se 7 line hi ho iss se jyada bda paragraph ka use na kare

Heading Bna Ke Likho

Ye chij quora mein nhi hoti hai headings lekin ! apko ye chij karni hai ki apko heading bnani hai heading kaise bnani hai apko heading ! bna ke unko bold kar dena hai fhir uss se agli line me likhna hai ese ! karke apko heading bnani hai ek aap apne quora ke answer mein heading ka use karoge

Bold kare main word ko

Jab aap jwab likh rhe hoge to apko ! usme apne main word ko bold karna hai jo apko main main word lage usko bold kar ! dena hai to ek kaam apko ye karna hai jab aap quora mein jwab ! likh rhe ho ye tha apna last point

Conclusion

To dosto inn points ko dhyan mein rakh ke apko quora par questions ka answers dena hai tab jake apke ! quora par views increase hoge to aaj hmne jana ki quora par views kaise increase kare ! umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga comment section mein jrur ! btaye aur kuch puchna chahte ho to wo bhi puch sakte hai to bas aaj ke liye itna ! hi ek aur baat apne dosto ke sath share karna na bhule taki unko bhi iss baat ka pta ! chale to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat