Post Publish Karne Se Phele Kya Check Kare

Posted on the 17 October 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karege ki aap jab apne post publish karne se phele kya check kare ki ! koi kami to nhi hai usme kya kya jruri hoti hai kya apne wo use kiya hai ya nhi ! blog post checklist in hindi to chaliye ab isko detail me padhege apka time waste na karte hue

Namaskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka swagaat karta hu hmare iss blog par! yadhi aap hmare blog par pheli baar aaye hai to main apko bta du ki yaha par hm! blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna chahte! to telegram channel ko join kare

Post publish karne se phele kya kare ye sabke dimaag me question aata hai ki kaise pta kare! ki apka jo article hai wo ful fill hai ya nhi kyu ki jab aap uske undar koi bhi kami nhi! chodo ge to apka post jrur rank karega ise hm seo friendly article bhi bol sakte hai! isme kuch seo se related points bhi discuss karege

Blog Post Check List In Hindi

Iske kuch points hai jinke jariye hm janege taki aap bhi padhte padhte thankan mahsus na kare ! to chaliye ab un points ko jante hai ek ek kar ke

Read Article Again

Sabse phele to apko ek kaam hi karna hai dosto jab apka article complete ho jata hai to usko read kare! aur usko check kare kuch line upar niche to nhi ho gyi khi aap ne kuch glat type to nhi kar ! diya aana kuch aur chaiye tha aur apne likh kuch aur diya ho to ye apko check karna! hai pure article ko read karna hai phele to fhir apko next point check karna hai

Check Grammar Aur Spealing Mistake

Jaise hi aap padh lete hai to uski grammar mistake check karo ki apne koi grammarly mistake to nhi kar di hai ki! apki koi word ki spealing mistake to nhi kar di hai ye apko 2nd kaam karna hai ! pure article ki grammar check karna hai agar apke pass pc ya laptop hai to aap ! ek extension ka use karke check kar sakte ho grammarly extension ka use karke aap ! check kar sakte ho iss se apka kaam aasan ho jayga aur apko time nhi lage ga

Check Heading Aur Rewrite Again

Fhir apko apni heading ko check karna hai ki jo aap use kar rhe ho wo thik hai kya attractive hai ya nhi ki kisi! ko btaye to wo iss article ko read kare ya nhi kuch alag dalna padega aur ye bhi ! check karna hai ki iss heading ko koi search kar bhi rha hai ya nhi app se jitni headings ! bna sakte ho utni headings ka use kare apne article mein lekin apko ek ek chij dhyan ! rakhni hai ki jo bhi aap heading ka use kar rhe ho usme se! heading 1 ko ek baar hi use karna hai apne article mein usko aap baar baar use nhi kar sakte

Article Mein Photo Ko Jrur Add Kare

Apne article ke undar aap kam se kam ek photo jrur add kare kyu ki bahut baar kya hota hai ki ! apki photo bhi rank kar jati hai uske liye apko ek kaam karna padega image seo optimization karna padega ! to image jrur add kare apna article mein iss se apko traffic bhi ! mil sakta hai lekin isme apko jo image add karoge usko attractive rakhna  tabhi iss chij ka fayda hai

Linking Management Check Kare

Internal link ye apke post ke undar karna bahut jruri hai ki ek post se dusre post ko connect karna! ye aata hai apka link management mein aur isme bhi internal link mein to apko ! ye bhi karna hai iska fayda ye hai ki dosto apka ek to blog ka bounce rate kam ho ! jayega aur apko nhi pta hai ki bounce rate kya hai to read kare aur apke ! pages views increase hoge

Post Publish Karne Ka Shi Time

Traffic time apko ye dekhna bahut jruri hai dosto ki apko ek chij check karni hai ki apke blog par ! kis time traffic aata hai to apko next day ussi din post ko publish karna hai ! to ye jrur apko check karna hai time bahut important hota hai isme

Tags/ Lables Add Kare

Tags/ Lables apne post ke undar jrur add karna chaiye ye bahut help karta hai ! apke post mein aur ye apke post ki location bhi show karta hai ! to ye jrur add karna hai aur tags mein kya jrur add karna chaiye to read kare

Keyword Check Karna

Keyword ye to apko jrur check karna hai dosto agar apke blog par traffic nhi aa rha hai to yhi chij apki help karega keyword ! to apko ek chij check karni hai ki aap apne keyword ka shi use to kar rhe hai na jis ! search term par rank karwana chahte ho wo apne use kiya hai ya nhi

Keyword Ko Kaha Kaha Use Kare

Comparison Kare Apne Post Ka

Comparison apko apne post ka comparison karna hai jo ki google ke first page mein rank kar rhe! un se apka post acha hai ya nhi kya kami hai apke post mein agar kami hai to ! apke post ye chij check karni hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai apko hmara post pasand aaya hoga  ki ! post publish karne se phele kya check kare, blog post check list in hindi, Post publish karne se phele kya kare comment karke jrur btaye apko hmara post kaisa laga apko ! agar acha to apne dosto ke sath share jrur kare to bas milte hai ese kisi ! next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat