Post mein dofollow aur nofollow link kaise lagaye agar apko nhi pta ki kaise kisi ko apne article mein dofollow aur nofollow link dete hai ! blogger mein bhi dekhe ge aur wordpress mein bhi janege aaj apke mind mein se ye bhi confusion dur ! kar dege to chaliye aaj ka article start karte hai
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka ! hmare blog par swagaat hai aur agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha ! par hm blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap hmare article miss nhi karna chahte to ! hmare telegram channel ko join kare
Dosto bahut baar kya hota hai ki hm jab blogging start karte hai hme ! ye to pta hota hai ki dofollow aur nofollow backlink kya hota hai lekin hme ye nhi pta hota ki jo hm ! article mein kisi ko link de rhe hai wo kis type hai aur ye pta nhi hoga to dosto agar apse ! backlink exchange ke liye bole to aap wo nhi kar sakte
Sabse phele hm janege ki blogger apne post ke undar ! kaise external link ko dofollow de aur nofollow de fhir hm wordpress ke undar btayege to chaliye ! start karte hai aaj iss article ko apka time waste na karte hue
Blogger Mein Dofollow Aur Nofollow Link Kaise De
Sabse phele kya karna hai jis bhi post mein link dena hai ! usko open karna hai aur jis word ko apko link dena hai usko select kare aur jaise mane iss image mein ! btaya hai ki mane word ko select kiya aur link wale option pe click kiya
To phele jo arrow hai wha par apko agli site ka link dena hai ! aur niche ki traf hai rel nofollow attributes usko select karte ho to wo link hoga nofollow agar aap usko ! uncheck rakhte ho by default to wo dofollow backlinks hota hai
Ese karke aap blogger ke under link ko dofollow aur nofollow de sakte ho ! ab apko btate hai ki wordpress mein isko kaise kare
WordPress Mein Dofollow Aur Nofollow Link Kaise De
To dosto sabse phele kya karna hai ki apko apna post open ! karna hai jisme apko dena hai aur jis word pe apko link dena hai usko select karna hai aur link wale ! option pe click karo shortcut key hai link ki ctrl+k isko press karoge to bhi apka link option open ho ! jayega to phele apne ko agle ki website ko link dena hai aur fhir apke samne kuch ese option show hoge
To isme jo arrow lagi hui hai no follow attributes par to agar ! isko check kar doge to agle ko nofollow link milega aur by default ye dofollow link deta hai ab apko ye ! to pta chal gya hai ki kis tarhe dofollow aur nofollow link dena hai ab ye bhi jan le ki kis tarhe ki site ko ! dofollow link de ki apki site aur blog ki authority increase ho
Kis Tarhe Ki Site Ko Dofollow Link De
Dosto bahut baar kya hota hai ki hm sabhi site ko dofollow link de dete hai ! lekin iss se apki site performance par fark padta hai ki agar aap apni blog ki authority se low wali ! site ko link doge to apki site ki authority low ho jayegi jis se apki ranking par bahut asar padega to ! dofollow link ussi site ko do ki jiski performance achi ho aur apke blog ki authority se high ho jis se apki ! site ki authority high hogi
Website ki authority high kaise kare
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki ! apko hmara article pasand aaya hoga jisme hmane apko btaya ki Post Mein Dofollow Aur Nofollow Link Kaise Lagaye ! ye hamen jana aur isse related apko kuch smjh na aaya ho to aap hme comment section mein puch ! sakte hai aur apne dosto ke sath share kare taki unko bhi pta chale iss information ke bare mein to ! milte hai ese kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat