Photo ka size kam kaise kare ye aaj hm ! apne article mein janege ki bahut baar kya hota hai ki aap koi form apply kar rhe ho ! ya fhir aap ek blogger hai to isme photo ke size ka bahut important role hota hai ! agar aap koi form apply kar rhe ho to usme wo photo set nhi hogi jiske liye apko ! photo ko compress karna padega to aaj whi ham janege to chaliye aaj ka article start karte hai
To dosto jaise mane btaya ki blogger ke liye photo ke size ! ka bahut important role hota hai ki agar aap ek jyada badi image lagoge yani ki jiski ! size jyada hogi wo loading hone mein time legi aur agar aap ka blog WordPress pe hai to
Apko ek chij ka aur samna karna padega jo ki hai storage to ! jaise aap jyada badi size ki photo upload karoge to apki hosting ki storage fill ho jayegi ! to apko apne blog ke liye photo ka size jyada se jyada 100kb ka rakhna hai iss se ! kam kitna bhi rakhe sakte ho lekin iss se jyada ka na rakhe
To chaliye ab apko btate hai wase to apko pta hi hoga to phele ! btaye ki phone mein photo compress kaise kare aur baad mein hm janege ki ! pc ya laptop mein photo ka size kam kaise kare
Phone Mein Photo Ka Size Kam Kaise Kare
To dosto iske liye apko ! ek application download karni padegi jo ki na to apke phone ki storage legi aur na ! jyada mb (mega byte) ki hai simple uske liye apko ye step follow karne hai
- Play store ko open kare
- Lit photo type kare
- Jo sabse upar aaye wo download kar le
- Download hone ke baad isko open karna hai
- Fhir apke samne kuch option show hoge
- Jisme se apko select karna hai
- Compress photo ya apko photo ka size pata hai ki koi form wagera ke liye to aap resize photo ka option select kar sakte ho
- Iske baad photo choose karne ko bolega
- To photo select kar leni hai
- Fhir apke photo ki quality ki percentage puchega
- To wo apko apne hisab se daal deni hai
- Start resize ya compress par click kar sakte hai
To ese karke aap phone ke undar photo ka size kam kar sakte hai
PC/Laptop Mein Photo Ka Size Kam Kaise Kare
Sabse phele apko apne chorme browser ya ! kisi bhi browser mein search karna hai pic resize to jo ye sabse upar wali hai isko open kar lena hai
Jaise hi aap isko open kar lete ho to apke samne ! select pic ka interface aaye ga to uss par click karke apko photo upload kar deni hai apne computer ya laptop mein se
To wha apko continue to edit picture par click karna hai ! jaise aap upar screenshot mein dekh sakte ho jaise aap continue to edit par click ! karoge to apke samne new window open ho jayegi jisme apko photo ka resize select karna hai
Scroll down karke ek option aur select karna hai ! save as ka option hoga wha apko photo ka format puchega ki apko photo jpg mein ! chaiye ya png mein photo ki quality kaise chaiye wo sab dalne ke baad apko ! I’m done resize my photo par click karna hai aur apki photo compress ho jayegi aur ! usko download kar lena hai save to disk ka option show hoga uss par click karna hai
To apki photo download ho jayegi aur aap apni photo ko khi par bhi lga sakte hai
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi ! umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! photo ka size kam kaise kare, photo compress kaise kare, photo resize kaise kare ! apne dosto ke sath share kare iss article ko kuch problem ho to comment section mein ! puch sakte hai to milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat