PF Balance Kaise Check Kare

Posted on the 01 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm apko btaye ge ki ! aap ghar bethe apna pf kaise check kare iske liye apko khi par jane ki jrurt nhi hai aap ! ghar bethe kisi bhi time check kar sakte hai wo kis tarhe check karte hai aur kitne ! type se aap pf balance check kar sakte ho

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur ! aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki ! yaha par internet se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna ! chahte to hmare telegram channel ko join kare

Aaj hm apko 2tarike se btayege ki aap apna ! pf kaise check kar sakte hai sabse phele apko bta du ki pf ko hm provident fund ! bhi bolte hai to chaliye sabse phele tarike ko jante hai

EPFO Ki Website Se PF Check Kare

Phele kya tha ki hm pf ko united portal par dekhte ! the lekin ab sarkar ne iski epf ki passbook ki ek alag website bna di hai jis par aap ! apna pf dekh sakte hai sabse phele apko kya karna hai ki epf india ki site par jana hai

Fhir jaise hi epf ki site open ho jati hai to wha par apko ! our services ko select karna for apply button par click karna hai for employees

Serive tab open ho jayega wha par apko ! member passbook par click karna hai

Fhir apke samne ye page open ho jayega jo mane ! niche screenshot mein dikha rakha hai

agar apka UAN activate hai to aap apni ! passbook ke sath login hokar apna PF Balance check kar sakte hai

SMS Ke Jariye Apne PF Balance Ko Check Kare

Bahut baar kya hota hai ki website wala ! system smjh nhi aata hai to bta dete hai ki aap sms ke through bhi check kar sakte hai ! agar apka UAN number EPFO ke pass registered hai yani ki activate hai to aap sms ! ke through apna pf check kar sakte hai warna nhi iske liye apko kya karna hoga ki iss ! number par ek msg send karna hai 7738299899 iss number par apko msg karna ! hai aur msg mein kya type karna hai

EPFOHO UAN ENG. Eng ki jaghe apko jis bhasa ! mein apko dekhna hai wo daal sakte hai hindi ke liye apko type karna hoga ki ! EPFOHO UAN HIN likh kar apko send kar dena hai bhej dena hai isse aap kis tarhe ! ki bhasa mein padh sakte ho English, hindi, Punjabi, Marathi, telegu aur bhasa bhi hai

Aur ye aap tabhi check kar paoge ! jab apka pan card, aadhar card, bank account UAN ke sath link hoga warna nhi to aap ye link karwane ke baad aap check kar sakte hai agar apka phele se hi to aap abhi check kar sakte hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi jisme hamne apko btaya ki pf kaise check kare umeed karte hai ki apko pasand aaya hoga apne dosto ke sath share jrur kare milte hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat